bit gaye din bhajan bina re . bhajan bina re, bhajan bina re ॥ bal avastha khel gavaanyo . jab yauvan tab man ghana re ॥ lahe karan mool gavaanyo . ajahuan n gayi man ki trishna re ॥ kahat kabir suno bhee sadho . par utar gaye sant jana re ॥